Salaam,
1). Main jab bhi apne computer ko start krta hoon tu yeh screen
aa jati hai jo neechay tasweer may hai. Lekin jab main win98 ko start
krta hoon tu yeh screen nahi aati. Main chahata hoon k jab main win
XP ko start karoon tu yeh screen na aaye. Kiyoon k iss say computer
ON hone may ziyaada wakat lagata hai.
OR,,,,,,,,,,,
2). Main jab bhi apne computer ko shutdown krta hoon tu yeh Erorr
aa jata hai. Main ne apne computer ko Antivirus say scan bhi kiya hai
Lekin koi faida nahi hoa.
[ATTACH] 64104[/ATTACH]
[ATTACH] 64105[/ATTACH]
Bookmarks