Salam ITDUNYA,
main chahta hoon k jubh b computer lock ya unlock ho to main apni aik EXE ya application run kr sakoon,
kia kisi bhai k pass koi idea hai,
thanx
Salam ITDUNYA,
main chahta hoon k jubh b computer lock ya unlock ho to main apni aik EXE ya application run kr sakoon,
kia kisi bhai k pass koi idea hai,
thanx
ap ka lock or unlock se kya matlab ???
ager ap computer start hoty hi run karna chahty hain to
start.....all program......startup me file paste kar din..........
mazeed tafseel biyan karin
@ Asiftubassam
bhai jaan computer login karnay k baad hum logoff keay bina
window lock kr saktay hain, n then unlock.
main us ki baat kr raha hoon
kia kisi bhai ko koi idea nai hai ? sheeda g ap kahan hain ?
I m still waiting for any TIP !
sir apney question ko clear karein
[IMG]http://i238.***********.com/albums/ff224/umairqureshi_6/qbr.jpg[/IMG]
bhai jaan
Ctrl + Alt + Del press krny k badd hum computer Lock kr saktay hain ?
n then unlock kr saktay hain.
main chahta hoon k jubh b ye activity ho to us wakt main koi sccript ya exe run kr sakroon,
Malsan us se ye pata kr saktoon k computet kitni baar lock ya unlock howa... etc
abh kuch clear ho gia ?
@umairqureshi_6
G Bhai jaan Clear howa nahi ?
bai wo serf lock hota hain pc us ke service off nai hoti jo pc start hony py program run hoty hain wo run he rehety hain loc kareny sy koi fareq nai pareta
mairay pyaray bhai ap ny thread ghour se nahi parha,
ap pehlay sawal parh lain phir jawab dain,
i know k lock ka kia function hai.
salam bhai jaan agar aap chatain he ke windows login hone key bad aap is ko lock kar sakin to aap ko aik saift ware install karna ho ga jis ka link ye he http://www.sowsoft.com/computer-lock.htm or naam he Active System Locker is ko install kerne ke baad jab aap log in ho to start menu me ja kar is ke icon per click kar ke apna pc lock ker sakte he jab aap install kar le ge to is ka password koi nahi he aap ko pass word set kerna ho ga file me ja kar option me ja ker change password kar le or enjoy karian shukriya
@sahil_jaan
bhai jaan sirf lock ya unlock window k andar se b kia ja sakta hai,
main just itna chahta hoon k jubh b lock ya unlock ho to us event se apni application run kr sakoon
Bookmarks