Doston mujhe yeh poochna tha kai mai apni picture ka background colour kaisey change kar sakta hoon please koi asaan sa method bata dain ya agar software h to wo bata dain download link kay sath please online websites mat dijiye ga sab faltu hain or kuch kam ki hain to wo mushkil hain
Bookmarks