Salam
14 AGUSt advance mubark hu...
Kuch info .
1.14 aug sal ka 226 din ha
2.14 august
2009 ko juma
2010 ko hafta
2011 ko itwar
2012 ko mangal
2013 ko budh
2014 ko jumerat
aur
2015 ko juma ho ga.
3.is sal ko 139 din baqi rh gy hain.
4.birthday of independence aur national holiday isi din ko hoti ha.
5.1930 ma Allama iqbal ny aledha mulk bnanay ka taswar paish kia.
6.Lafaz pakistan Chudri Rehmat Ali khan Ny tajveez kia.
7.22-24 march 1940 ko qarar.dad.e lahore hoi.
Pasand ay to thanks py click kar dain.
Thanks
Bookmarks