Desert-Rose said:
Bohot shukria Janab...
Search Description / Search Preference kese allow karte hai ?
--------------------------------------------------------------
Apne blogger account mai login hoke Settings pe click karai, SETTING mai aik option hoga "Search preferences -> Meta Tags Bydefault ye option DISABLE hota hai Aap ENABLE karde aur TAGS add karde (Apne Blog ke munasbat se) aur SAVE CHANGES pe Click karde,
Search Description (post ke lye) kaha likhna hai ?
--------------------------------------------------
New Post ya kisi bhi purani Post ko EDIT karen Jahan ap apne Post ke LABELS or PERMALINK input karte hai waha aik neeche aik new option add ho gaya hoga.. SEARCH DESCRIPTION
Waha per aap apne POST ke Munasbat se SEARCH DESCRIPTION likh sakte hai...
Well mai Tanveer bhai jesa expert to nahi hon... Lekin umeed karta hon ITD members ko samjh agaye hogi... Thanks
Bookmarks