umeed karta hoon sab khariyat se hongey bari mehnat ke baad payoneer ka card bana chuka hoon aur ajj aya hai ap maine activate bhi karliya aur paypal ka account bhi bana liya main abb paypal ko payneer se jorna chahata hoon jab bhi main card number dalta hoon to yeh ata hai help me please
allah hafiz
Bookmarks