Aslaam-o- alikum
agar samjh na aya ho to mafi chahta hun dosto q k mujhe samjhana ni arha main aese hi bata sakta tha
mujhe apse pochna ye hai k mere Dost k paas tplink ka ruter hai aur us ne sub doston ko wifi diya howa hai ab chakar ye hai k jub koi bhi apne mobile main wifi on karta hai to us ki divse pe password nahin laga wa nazar ata pata nahin kiya kiya wa hai usne bus agar wo khod MAC addres se dega to chalega worna na chalega na password mange ga mujhe bhi yehi karna hai main bhi new ruter lekar aga hun main chahta hun main bhi har dost ko MAC Addres se hi Wifi Doon
Aur mera ruter bhi pasword na mange ...
agar samjh na aya ho to mafi chahta hun dosto q k mujhe samjhana ni arha main aese hi bata sakta tha
Bookmarks