Hmmm j7
samsung a7 or j5
j5 2016 ya only j5.
Huhwai y6 pro ki bentire timng ktni hy.kia ap ny use kia hy.
yes mai ye use kar raha hun bht acha phone hai battery timing agar ap har waqt data connection on rakho aur hard use karo to bhi poore din bari mushkil se 50% battery khatam hoti hai mai daily charge karta hun is liye 2.5month ho gaye hain abhi tak mere mobile ki battery 50% se neeche ni aye hai,charge bhi bht jaldi hota hai ismain quick charge technology use hui hai,
ye to iske baare mai achi cheezen ho gayen
iske ilawa ismain kuch touch problems hain camera bhi 13mp aur 5mp hai par result acha ni hai screen ke colors bhi bht light hain ye sab problems software ki waja se hain jitni der tak new update ni aati ye sab fix ni hoga,& isko root karna almost impossible hai maine har method try kar ke dekh liya hai par in vain,
mere pas huawei p8 lite bhi hai uska camera bhi 13\5mp hai par result bht acha hai uske screen colors bhi deep hain,par p8 light ki battery timing achi ni hai hard use pe din mai 2dafa charge karna parta hai charging bhi bht slow karta hai,
agar apko sab achi qualities kisi ak set mai chahyen to ap Samsung j7 2015 wala le lo par apke budget se thora out ho jaye ga ye 24hazar tak hoga y6 pro 17500 aur p8 lite 20500mai hai,
good mobile yes I m users
Samsung J5 2016 Best Hai ,,, Charge Wase Bhi Smartphone ka kam hota hai.......
[IMG]http://signatures.mylivesignature.com/54490/34/E6F41BBEE84411047FA941D4940CA023.png[/IMG]
qmobile lt700 pro , mene new liya h 13000 ka
3gb ram .. 16 gb memory . 13mp cam + 5mp frnt
acha mob hai is price range m. with 4G supported .... over heat ni hota aur batery 2400mh hai.
- - - Updated - - -

[QUOTE=A li;5718675]@Khosa518; j7 Is Best[/
Samsung Galaxy s5
P8lite le lo 21.... ka hai hope so apko pasand ayega
Bookmarks