Assalam o alikum ma ny facebook py apny page ki post boost ki thi 1$ ma kal sham ko.. page boost hui par abhi tak 1$ deduct ni hua... ma ny payment mastercard sy ki thi..
Koi bhai is bary ma janta ha to bata dy k payment kb hogi ma ny kafi jaga parha ha k 1 month bad bill aa jata ha koi bhai is bary ma wazhat krdy
Bhut shukria
Allah hafiz...
Bookmarks