salam sab ko koi yar mera bhi hal karay main jab computer start karta hoon to meray computer kay 2 account banayay hoa hay woh nahin atay hain aur na hi welcome screen arahi hay aik dosra option a raha hay LOGONTO WINDOW pehlay mera aik account tha to yeh aya tha to main buhut parashan tha kiyoun kay woh password keh raha tha mainay password bhi nahin lagaya tha phir bhi password mang rahah tha is bar bhi woh hi option agaya hay shukur hay mainay do Account banay thay aik ko password lagaya tha aur aikk ko nahin jis ko password lagaya tha woh bhi password mang raha tha jab main dosra account chalaya to woh chal gaya please ap mujhay is ka hal do
Bookmarks