koi mujay ya confarm bata sakta hai k ager computer ager 24 hour chalay to kitni bijli ( light ) istamaal ho ge yani ek ganthtay ma kitni bijli jalata hai plz
koi mujay ya confarm bata sakta hai k ager computer ager 24 hour chalay to kitni bijli ( light ) istamaal ho ge yani ek ganthtay ma kitni bijli jalata hai plz
Bahi mera khial hai, ke agar aap computer per kaam kar rahe ho to ziada, aur agar computer sirf on hai, to kam bijli use hoti hai.
So koi exact nahi bata sakta, ke 1 hour main kiti bijli use hoti hai, ye kaam karne ya na karne per depend karta hai.
okthanks
bhai cpu ki power supply minimum 400W ki hoti hai,, yani k jitni bijli aap ka rum cooler leta hai utni hi kharch kare ga..
bhai agar pc laga 24 hour on rahe........................tu ye 9.6Kw yani 96000 watt bijli khata hai
try ker k dakh lo yaaaaaaaaar
Bookmarks