A.A
mare taraf say aap sab ko salam
mera c.p.u taqreeban 5 ya 10 min bhad off ho jata ha aur main is ki waja say bohat preshan ho. please agar is baray main kisi ko pta ho too plz wo muj say share karay
ya problem maray pc main virus kay bhad aye ha. ab main nain virus too remove kar dia ha laiken ya problem abhe behe ha.
plz plz plz agar is baray main kisi ko behe kuch pta ho to wo muj say share karay
Bookmarks