my computer all pics change into thumbs.db.how can i get all my pics back into jpg or respective format??is it virus or any other ???
my computer all pics change into thumbs.db.how can i get all my pics back into jpg or respective format??is it virus or any other ???
السلام علیکم
Screen shoot deen plz...
Dear Wo Virus File Hai Mery Pc Min Har Folder k Har Folder MIn Ik Ik Ye File
Choop K Bhti Hoi Hai Aur Ye IMpossoble Hai.
I Think
Sharp Bahi ye Rahi Screen Shot
bhai jan ab ap 1 he kam karo kay windows may ek anti virur karo ok pher is par right click karo aur anti virus kay option par click karo
Maseebat Ye Hai K ye Hide rehta Hai Aur
2sri baat Mine Icko Burn Nero Say Nikala Hai Kiyunk ye File Nero Min Show Karta Hai Wasiy Ager Hum Copy Paste Kart Hai Kuch Bahi to Un k And Show Karta Hai ye Filw Bahi Copy Paste ho Rahi Hai
>???????
O bhai yeh koi Virus Nahin hai....
Aap jab Pics pe folder ka View Tumbnails krte ho to yeh file Automatically Create ho jati hai,,,
aur is file ki wajah se aap ko thumbnails main pics show krne ka Bar Bar intezaar nahin krna parta...
agar aap is file ko Del kr dete ho to us folder k thumbnails Reset ho jain ge,,,,
Fahad Bahi Ye To Show Hi Nahi Hoti Hai NA Dear
Delete Khan say Ho Gi
Ye Hide Rehti Hai Mujhy Kisi Nay Kaha Tha This Is Virus
Ab Min To apko Accept Karta Hon u R Rught
I Am Agree With U
agar system main koi masla na ho to Hidden files show krne se yeh show ho jati hai..
aap Brand new system lain ge to us main bi Thumbnails View pe click krne se yeh file create ho jai gi...
Yaar Wasiy Mine Ye Trika Kiya Tha Sorry To Say ye Batana Bhul gya
Wasiy Min Ye Bata Bhul Gya k Ic
K Saath Ye 2 Folder bhut Tang
Kart Hainn
Folder One Har Partaion Min Only
Folder 2
Ye 2ono Har Partion MIn aaty Hain
Mery Pass 4 hd Hai
Sab Min Ye Gus gya hAi
Aur Ye Romve Hoty Hi Nahi Hain
Aur na Scan Karnay Say Aur NA Hi Hide Enable Hoti hai
Delete KArnay ka Liye
Yeh folders bi System k Folders hain..
Aap jo data Delete krte ho wo in folders ki DataBase main chala jata hai..
Yahan se aap Delete kia hoa Data wapis hasil krte ho,kisi DataRecovery Sftwr se
aap in ko Delete bi nahin kr sakte aur na hi yeh koi Virus Wagaira hain...
Chalo Jiasa Ap Kaho
Bookmarks