Asalam o Aalaikum Warahmatullahe Wabaraktuh
Janab main qareeb 20 jagha say Kelk download kar chuka hn lakin koi b chal nahen raha ab manay ek jagha say download kar k install kiya ha aur is ko patch b kiya ha ab yay error aa raha ha
ya to koi mujhay 110% working kelk day day ya is ka solution bata do ok i m using windows 7 and Avast antivirus
Bookmarks