Asalam O Alikum
mughy koi aisa method bta do jis sey main apni movie ka size chota kar lo aur us ki qulitiy pey b asar na pary
movie length 11 min aur 550 mb main hai...
main chahta hun k ye 100 mb main hu jaye aur is ki qulity b kharab na hu..kyou k is ki length 11 minute hai....plz koi tareqa ya software share kar do.......!
Bookmarks