Assalam o Alaikum
Kya hal hai dosto
Umeed hai sab khair khariyat se hoon ge
dosto meri ek choti se problem ho gayi hai
umeeed hai aap usay door karny main mera saath dein ge
Dosto jab main INPAGE main urdu likhta hoon to Q ke jagha ق aata hai or jab main forum par ya kahin or likhna chahta hoon to Q ke jagah ط aata hai
Problem sirf Q ke nahi hai .... balky sary keyboard ke alfaz badal jaty hain ....
Kya aisa ho sakta hai ke inpage main or kahin or har jagah ek he tareeqa istamal ho mera matlab hai ke words badlein na ....
or jab main koi urdu words copy kar ky INPAGE main paste karta hoon to ( ????????? ) ke nishaan aa jaty hain ....
Ab aap meri help karain ...
Shukriya
Bookmarks