wo humen jis qadar azamate rahe
apani hi mushkilon ko badhate rahe
yaad karane par bhi dost aaye na yaad
doston ke karam yaad aate rahe
aankhen sokhi hoi nadiyan ban gain
aur tufaan badsatur aate rahe
pyar se un ka inkar bar-haq magar
lab ye kioun der tak thar tharate rahe
Bookmarks