Results 1 to 9 of 9

Thread: Kia Islam Talvar K Zoor Per Phela Hai ........ ???

  1. #1
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default Kia Islam Talvar K Zoor Per Phela Hai ........ ???

    Asalam-u-Alikum ! Kaisay hain aap sab .........?
    Attached Images Attached Images   
    Max img size for signature is 30KB or Less

  2. #2
    Sultana's Avatar
    Sultana is offline Advance Member
    Last Online
    5th November 2022 @ 02:49 PM
    Join Date
    02 Feb 2009
    Location
    ☼☼&
    Gender
    Female
    Posts
    36,591
    Threads
    1438
    Credits
    1,255
    Thanked
    4214

    Default

    her giz nahi
    balkey hamary nabi nay islam ko ALLAH KI MADAD OR apney achey rawaeye or bardasht say kaem kiya ha.
    thanks for this thread
    kion k is ki waja say sub ek pal k liya he sahi yeh socheny gay zarore
    INSHALLAH
    JAZAK ALLAH

  3. #3
    Gr8^Masood's Avatar
    Gr8^Masood is offline Senior Member+
    Last Online
    18th September 2013 @ 10:50 AM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Khi
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    42,351
    Threads
    1398
    Credits
    970
    Thanked
    2855

    Default

    ISLAM APNI SACHAYE OR OSOLO SE PHELA HAI TALWAR KI ZOOR PE NAHI.......................TALWAAR KI ZOR PE SIRF JUNGEIN HUYE HAI ...................OR YE NAHI KE ISLAM KO KISI SE ZABARDASTI QABAOL KARWAYA HO ESSA EK BE WAQIYAA NAHI HAI.........!!!

  4. #4
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote Sultana said: View Post
    her giz nahi
    balkey hamary nabi nay islam ko ALLAH KI MADAD OR apney achey rawaeye or bardasht say kaem kiya ha.
    thanks for this thread
    kion k is ki waja say sub ek pal k liya he sahi yeh socheny gay zarore
    INSHALLAH
    JAZAK ALLAH
    bilkul sahe kaha aap nay........... JAZAKALLAH .........

  5. #5
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote Gr8^Masood said: View Post
    ISLAM APNI SACHAYE OR OSOLO SE PHELA HAI TALWAR KI ZOOR PE NAHI.......................TALWAAR KI ZOR PE SIRF JUNGEIN HUYE HAI ...................OR YE NAHI KE ISLAM KO KISI SE ZABARDASTI QABAOL KARWAYA HO ESSA EK BE WAQIYAA NAHI HAI.........!!!
    main ap ki baat say 1000000% itefaq karta hoon ...... thx 4 ur comments ..........

  6. #6
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Sir .. bilkul bhi nahi ....

    Islam talwar k zor per nahi .... lekin Islami Qanoon ko talwar k zor per chalana zaroori hai ...

    Islam achay ikhlaaq aur Islami Qanoon Talwar k zeriye phela hai

  7. #7
    Confuse's Avatar
    Confuse is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd May 2015 @ 03:53 PM
    Join Date
    17 Jan 2009
    Location
    Khamosh NaGaR
    Gender
    Male
    Posts
    8,124
    Threads
    778
    Credits
    0
    Thanked
    785

    Default

    Ustaad g ,aap ki sharing nice ha , aap ne khood itney Dalail dey diye , such a nice sharig

    Jo Log Samajte hain k Islam Talwaar k Zor par Pheela , Woh log khabhi iss Ghalat Fehmi se nikalna nahi chahtey ,

    Anyway ISLAM aik hi Religion ha dunya ma Amman ka ,

    thanks for sharing

  8. #8
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote oioioioioi said: View Post
    Sir .. bilkul bhi nahi ....

    Islam talwar k zor per nahi .... lekin Islami Qanoon ko talwar k zor per chalana zaroori hai ...

    Islam achay ikhlaaq aur Islami Qanoon Talwar k zeriye phela hai
    aap nay bilkul theak kaha hai ......islam musalmano k ikhlaq say he phela hai ........ or nizaam ko chalanay k lia talvaar uthani pari hai ..... khyun k doctor kese mareez ko bachanay k lia us ka opration karta hai to opration main us k jisem ko katna perta hai ....... sirf usay bachanay k lia ...... ese terha islami nizaam k lia talvar uthaie gai hai taa k koi khelaf warzi na karay ...... aap k comments ka shukria ......

  9. #9
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote Confuse said: View Post
    Ustaad g ,aap ki sharing nice ha , aap ne khood itney Dalail dey diye , such a nice sharig

    Jo Log Samajte hain k Islam Talwaar k Zor par Pheela , Woh log khabhi iss Ghalat Fehmi se nikalna nahi chahtey ,

    Anyway ISLAM aik hi Religion ha dunya ma Amman ka ,

    thanks for sharing
    jazakallah ......... boohat achay comments dia hain aap nay ........
    yeh loog waqaie is baat ko samajna nahi chahtay ...... agar en main zara c bhi justujo hoti to yeh loog yaqeenan islam ki haqeeqat ko samaj jatay k islam aman ka mazhab hai ...... or islam talvar nahi balkay apnay sachaie or aman ki waja say phel raha hia ........
    ALLAH aap ko jazai-e-khair day ........

Similar Threads

  1. mera phela thread
    By alone__malik in forum PC Games
    Replies: 3
    Last Post: 25th September 2015, 09:13 PM
  2. Mera itdunya me ye phela message he
    By naeem ali in forum Introduction
    Replies: 9
    Last Post: 30th December 2014, 09:05 PM
  3. Mera phela pyaar ka izhaar
    By Khani in forum Photo Gallery
    Replies: 2
    Last Post: 11th August 2009, 01:54 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •