Aslam o Aliakum!!!
Mere paas teri yaadon ke siwa kuch bhi nahi,
Jaise sahil pe hawao ke siwa kcuh bhi nahi,
Raat mein andhere ke siwa kuch bhi nahi,
Aur din masti ke siwa kuch bhi nahi,
Jaise suraj kirno ke siwa kuch bhi nahi,
Aur chaand chandni ke siwa kuch bhi nahi,
Sangeet mein sath suro ke siwa kuch bhi nahi,
Kair ek sur mein zindagi ke siwa kuch bhi nahi,
Jaise kainaat mein tere bina kuch bhi nahi,
Mari zaat tari zaat ke siwa kuch bhi nahi,
Seene mein dil ke siwa kuch bhi nahi,
Aur dil mein teri yaad ke bina kuch bhi nahi..!!!
Bookmarks