Kurb k shehar mein reh kar nahi dekha tu ne....!
Keya guzarti rahi hum par nahi dekha tu ne....!
Ay mujhay sabar k Aadaab sikhanay walay.....
Jab wo bichra tha wo manzar nahi dekha tu ne....
Tu ne dekha hai muqaddar ka sitara shayad....
Par sitaray ka muqaddar nahi dekha tu ne
Bookmarks