Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 16

Thread: Please read full & carefully

  1. #1
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Default Please read full & carefully

    Alsalam alekum doston.
    Hum jab islam zone men aae to yeh dekh kar buhut dukh hua ki buhut se dost islam ke khass hazrat kaa naam full nahin lete jo ki humari nazar men buhut bara gunaah hai aor buhut se doston kaa is taraf dhiyan bilkul naa hone ke baraber hai.
    Jaesa ki kuch dost hazrat mohammad sale allah allehe wassalam ko na`uzbillah is tarah likh dete hen ki durud ki jaga sirf s.a.w likh dete hen aor radi allah ta`allah anahu ki jaga takreeban r.a. Likh dete hen.
    Humari itd ke all members se request hai ki barae mehrbani khud bhi is baat kaa dhiyan rakhen aor dusron ko bhi hidayat den.
    Thanks.
    ~* W@R T!ll D3@t|-| *~
    ~* I'll Win Not Immediately But Definitely *~

  2. #2
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Default

    Please ab is baat kaa khayal zarur rakhiega.
    Thanks.

  3. #3
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

  4. #4
    Shehzad Iqbal's Avatar
    Shehzad Iqbal is offline Advance Member+
    Last Online
    26th November 2023 @ 06:28 PM
    Join Date
    16 Jan 2009
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    28,463
    Threads
    2271
    Credits
    11,705
    Thanked
    5385

    Default

    Quote TANWEER HACKERZ said: View Post
    Alsalam alekum doston.
    Hum jab islam zone men aae to yeh dekh kar buhut dukh hua ki buhut se dost islam ke khass hazrat kaa naam full nahin lete jo ki humari nazar men buhut bara gunaah hai aor buhut se doston kaa is taraf dhiyan bilkul naa hone ke baraber hai.
    Jaesa ki kuch dost hazrat mohammad sale allah allehe wassalam ko na`uzbillah is tarah likh dete hen ki durud ki jaga sirf s.a.w likh dete hen aor radi allah ta`allah anahu ki jaga takreeban r.a. Likh dete hen.
    Humari itd ke all members se request hai ki barae mehrbani khud bhi is baat kaa dhiyan rakhen aor dusron ko bhi hidayat den.
    Thanks.
    جی بھائی اور میری بھی آپ سے ایک گزارش ہے کہ انگلش میں جب بھی اللہ کا نام لکھیں تو یوں لکھیں
    Allah
    اے ہمیشہ بڑا ہونا چاہیے۔

  5. #5
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Default

    Advice ke lie thanks shehzad bhai magar hum sabhi letters capital likhte hen, automatically basic english men convert ho jate hen.

  6. #6
    qarihassan's Avatar
    qarihassan is offline Advance Member
    Last Online
    5th November 2021 @ 11:42 PM
    Join Date
    27 Apr 2009
    Location
    Madinah Monawwr
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    6,570
    Threads
    111
    Credits
    1,271
    Thanked
    582

    Default

    bohot shokriya...
    lekin bhai is men gonah or sawab batana ulam-e-deen ka kam hy,
    or masla ye hy k aesy likhna by-adbi to ho sakta hy lekin gonah nahi...
    baqi aap apny ulma sy poch kar tahqeeq kar len...
    Hassan yousuf Qureshi
    Madinah Munwarah

  7. #7
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Smile You are right but

    Quote qarihassan said: View Post
    bohot shokriya...
    Lekin bhai is men gonah or sawab batana ulam-e-deen ka kam hy,
    or masla ye hy k aesy likhna by-adbi to ho sakta hy lekin gonah nahi...
    Baqi aap apny ulma sy poch kar tahqeeq kar len...
    Hassan yousuf qureshi
    madinah munwarah
    aap bilkul sahi hen magar hum ne ye thread post karne se pehle ek masjid ke imam se baat cheet ki to unhon ne bhi kaha ki agar humen kisi islamic sms par 100% yaqeen hai to woh forward kia jaa sakta hai magar aaj kal jo sms aam ho chuke hen ki itno ko forward karo to khushkhabri milegi to yeh saraser gunaah hai.
    Aap bhi chahen to apni masjid ke imam sahab se mashwara kar sakte hen.

  8. #8
    qarihassan's Avatar
    qarihassan is offline Advance Member
    Last Online
    5th November 2021 @ 11:42 PM
    Join Date
    27 Apr 2009
    Location
    Madinah Monawwr
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    6,570
    Threads
    111
    Credits
    1,271
    Thanked
    582

    Smile

    salam,
    bhai meny aap k dono thared parhy hen, aap ny shaid dekha nahi k meny sms ka jawab nahi balky NABI AKRAM(SALLAH O ALEHI WASLLAM) k nam likhny k bary men jawab diy tha na k sms ka....

  9. #9
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Smile Oh sorry

    Quote qarihassan said: View Post

    salam,
    bhai meny aap k dono thared parhy hen, aap ny shaid dekha nahi k meny sms ka jawab nahi balky nabi akram(sallah o alehi wasllam) k nam likhny k bary men jawab diy tha na k sms ka....
    may be radi allah ta`ala anahu ke r.a. Likhne par gunnah naa ho magar sale allah alehi wasalam ki jaga s.a.w. Likhna gunnah hai kiun ki hazrat mohammad (sale allah allehe wasalam) kaa isme mubarak parhne, kehne yan likhne se durood sharif parhna wajib hota hai.

  10. #10
    qarihassan's Avatar
    qarihassan is offline Advance Member
    Last Online
    5th November 2021 @ 11:42 PM
    Join Date
    27 Apr 2009
    Location
    Madinah Monawwr
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    6,570
    Threads
    111
    Credits
    1,271
    Thanked
    582

    Default

    Quote TANWEER HACKERZ said: View Post

    may be radi allah ta`ala anahu ke r.a. Likhne par gunnah naa ho magar sale allah alehi wasalam ki jaga s.a.w. Likhna gunnah hai kiun ki hazrat mohammad (sale allah allehe wasalam) kaa isme mubarak parhne, kehne yan likhne se durood sharif parhna wajib hota hai.
    baat to aap ki dil ko lagti hy ,kher men tahqeeq kar lon phir inshallah bataon ga...
    meny masla parha to hy klekin abi zehen men aa nahi raha...

  11. #11

  12. #12
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Default

    Haan jii bilkul tahqeeq karlen.

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Baat samjne ki ha must visit and read it very carefully
    By Muhammad7861 in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 9
    Last Post: 26th April 2024, 08:35 PM
  2. Answered admin plz carefully read my thread
    By aayankhan in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 1
    Last Post: 22nd May 2015, 11:08 AM
  3. Must read carefully
    By Shaan Jee in forum Baat cheet
    Replies: 11
    Last Post: 24th January 2013, 12:29 PM
  4. Read Carefully
    By Muhammaduf in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 25th December 2012, 07:46 AM
  5. Please Read It Carefully..!!!!!!!
    By Abuzer_748 in forum General Mobile Discussion
    Replies: 13
    Last Post: 7th September 2009, 01:11 AM

Tags for this Thread

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •