Page 1 of 4 1234 LastLast
Results 1 to 12 of 42

Thread: Softwares Ka Khazana

  1. #1
    kashif72 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd February 2020 @ 01:04 PM
    Join Date
    08 Aug 2007
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    301
    Threads
    48
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default Softwares Ka Khazana

    Asalam-O-Alaikum!
    Main kafi dinoon sai soch raha tha kai koi aisi thread paish karoon kai logoon ko khoob faida ho, tau janaab wo hazir hai. main is thread main aap sai bohod sai softwares or kaee aik achi achi cheezain share kar raha hoon,umeed hai aap ko ye thread bohot pasand aai gi, agar aap ko ye thread pasand aai tau zaroor reply dain or agar aap ko pasand na aai tau bhi zaroor tanqeed karain, lain ji Allah kai naam sai shoroo kartai hain.
    Astrology Software Collection
    Calligraphy Software Collection
    Islamic Software Collection
    Unlimited Software Collection
    Qari Khushi Mohammad Collection
    Dr. Tahir-Ul-Qadri Lectures Collection
    Dr.Israr Ahmed Collection
    Quran In Ms Word : Ye aik chota sa software hai jis ko install karnai kai baad aap Ms Word main Quran Arabic format main or is ka tarjuma jo kai English main hai use kar saktai hain, or apni marzi sai Word main is ki adjestment kar saktai hain.
    Quran Arabic & Urdu Inpage Format : Ye file Inpage format main hai, is main complete quran Arabic main or Urdu main maujood hai, isai zaroor download karain or Use karain.
    Quran English Text : Is main aap ko Complete Quran ka English Tarjuma milai ga umeed hai ye bhi aap ko pasand aai ga.
    Pray Time : Is application sai aap ko har country ki namaz ki timing pata chalti rahain gi.
    Hijri Calender : Is application kai zarye aap ko Hijri dates ka pata chalta rahai ga, is main aap pichli dates main konsi hijri date thi is ka bhi pata chala saktai hain.
    Kelk 2000 : Ye aik intihaee khoobsoorat Calligrapher hai, is software kai zarye aap 5 Fonts ko use kartai hoi khoobsoorat calligraphy kar saktai hain.
    Nameh Nigar : Ye bhi aik calligrapher hai jis main taqreeban 50fonts hain jo intehaee Khushnuma hain, is kai zarye bhi aap khoobsoorat calligraphy kar saktai hain.
    Chalipa , Chalipa : Ye aik farsi calligrapher hai jis main aap Nastaleeq kai khoobsoorat font kai zarye behtareen calligraphy kar saktai hain.
    Pakistan Telephone Directory : Ye aik choti si application hai jis kai zarye aap Pakistan kai kisi bhi city ka PTCL phone no or us ka address check kar saktai hain
    Power DVD Player XP : Ye aik khoobsoorat DVD player hai jo kai XP kai leai hai.
    Virtual Cd 6 : Ye aik aisa software hai jis ki madad sai aap aisai programes ya games jo sirif cd sai hee run hotai hai is software kimadad sai aap pehlai Virtual cd banain or baghair cd kai run karain.
    RapidGet : Ye aik aisi application hai jis ki madad sai aap rapidshare sai koi bhi file ba asani download kar saktai hain.
    Winrar Crystal : Ye aik aisa software hai jis ki madad sai aap kisi bhi file ko compress kar kai zip ya rar format main lasaktai hain.
    Gmail Auto Cofiguration : Ub aap ko outlook main gmail kai apnai account ko khud sai configure karnai ki zaroorat nahi, is application kai zarye aap apnai account ko configure kar saktai hain
    The Quran : Ye aik aisa software hai jis main Mukammal Quran mojood hai,is main quran Arabic or English translatin kai saath mojood hai, is main aap apni marzi sai word ko searc kar saktai hain bohot acha software hai isai zaroor check karain.
    Currency Convertter : Ye aik aisa software hai jis ki madad sai aap Online Currency rates check kar saktai hai isai bhi zaroor checkkarain.
    Ram XP Pro : Ye aik aisa software hai jissai use kartai hoi aap apnai system ki Ram barha saktai hain, bohot acha software hai.
    123 Flash Menu : Is software ki madad sai aap Flash Menu apni web kai leai tayyar kar saktai hain.
    PDF Factory : Ye aik intihaee asaan software hai jis main aap intihai asani sai kisi bhi file ko PDF main convert kar saktai hain.
    Arabic Calligrapher 1.1 : Ye bhi aik calligrapher hai jis kai zarye bhi aap khoobsoorat calligraphy kar saktai hain.
    Adoos , Adoos : Ye bhi aik calligrapher hai jis kai zarye bhi aap khoobsoorat calligraphy kar saktai hain.
    Shetab Farsi Nigar : Ye aik Farsi Nigar hai jis kai zarye aap khoobsoorat fonts ka istimal kartai hoi type kar saktai hain.
    KhushNigar : Ye aikpersian Calligraphy software hai jis ki madad sai aap khoobsoorat calligraphy kar saktai hain.
    Nameh Negar 4 : Ye bhi aik persian software hai jis ki madad sai aap khoobsoorat fonts ka istamal kartai hoi type kar saktai hain.
    Vajeh Shenas Farsi : Ye aik OCR hai jis ki madad sai aap urdu ki scan hoi we books ko is software ki madad sai unicode format main lasaktai hain, yani aap ko urdu ki books type karnai ki zaroorat nahi.
    Video Convert Master : Ye aik Video Convertor hai is ki madad sai aap videos ko baishumaar Formats main tabdeelkarsaktai hain,bohot acha convertor hai.
    Last edited by kashif72; 2nd January 2008 at 11:40 AM.
    http://islamic-super-collection.b________.com/

  2. #2
    Join Date
    23 Oct 2006
    Location
    Lalamusa
    Age
    39
    Posts
    7,054
    Threads
    198
    Credits
    0
    Thanked
    9

    Default

    zaberdast dear...

  3. #3
    kashif72 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd February 2020 @ 01:04 PM
    Join Date
    08 Aug 2007
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    301
    Threads
    48
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Thanks Alot............

  4. #4
    asmat's Avatar
    asmat is offline Senior Member+
    Last Online
    31st December 2014 @ 06:57 PM
    Join Date
    12 Feb 2007
    Location
    Sialkot
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    237
    Threads
    16
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    nice
    great sharing
    thanx

  5. #5
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

  6. #6
    kashif72 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd February 2020 @ 01:04 PM
    Join Date
    08 Aug 2007
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    301
    Threads
    48
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    ji janaab aap Download tau kar k daikhain

  7. #7
    umair8005's Avatar
    umair8005 is offline Senior Member
    Last Online
    8th April 2019 @ 04:06 PM
    Join Date
    24 Sep 2006
    Location
    ~~ SOME 1 HEART ~~
    Posts
    8,820
    Threads
    326
    Credits
    0
    Thanked
    457

    Default

    Nice....thx For Sharing

  8. #8
    awaisedu's Avatar
    awaisedu is offline Senior Member+
    Last Online
    25th March 2015 @ 10:26 AM
    Join Date
    24 Jun 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    41
    Posts
    345
    Threads
    11
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default

    Thanks Brother

  9. #9
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    kashif bhai ye jo registry machanic 5 hai....iss ka kya istemal hai...
    plzz tell us.....bec mujhe koi esaa software chaheye jo ke use mein bhi easho aur trial versions ko bhi chalaa sake....

  10. #10
    kashif72 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd February 2020 @ 01:04 PM
    Join Date
    08 Aug 2007
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    301
    Threads
    48
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Registry Machanic Registry Rapairing Software Hai or Intehaee Asaan hai

  11. #11
    vicky_2007's Avatar
    vicky_2007 is offline Junior Member
    Last Online
    4th December 2007 @ 05:42 PM
    Join Date
    11 Aug 2007
    Age
    35
    Posts
    21
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    rapidshare sy aagay ka karna hai plz reply

  12. #12
    Azeemi's Avatar
    Azeemi is offline Junior Member
    Last Online
    3rd September 2007 @ 06:57 PM
    Join Date
    29 Aug 2007
    Posts
    4
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Nice Sharing
    [URL="http://www.azeemia.info"][SIZE="4"][B][CENTER]Silsila-e-Azeemia[/CENTER][/B][/SIZE][/URL]

Page 1 of 4 1234 LastLast

Similar Threads

  1. Softwares Lovers Kay Leyee...included Funny Softwares
    By Afridi in forum Website Reviews
    Replies: 81
    Last Post: 17th July 2012, 06:30 AM
  2. 6 Best Softwares ke Alternative 6 Free Softwares ka review
    By jalalpuri in forum Software Reviews
    Replies: 62
    Last Post: 18th November 2011, 09:36 AM
  3. Replies: 10
    Last Post: 10th November 2011, 02:33 PM
  4. Replies: 12
    Last Post: 4th February 2011, 08:48 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •