Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 12 of 26

Thread: Pashto Pashto Pashto

  1. #1
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default Pashto Pashto Pashto

    salam...aaj main admin bhai se 1 guzarish karna chahta hoon.
    wo ye ke aaj main 1st time languages section men gaya aur 5 different languages mojood theen butt balochi nahin thee..ye kiun?
    abb aataa hoon topic ki taraf...humm log pujabi hain butt hamari punjabi ka lehja aur words easy hain be nesbat lahori bhaiyon aur 2oosre elaqon se...aur beech mein urdu ke alfaaz mein ralle mille hain..so abb sath sath difficult words bhi inshallah seekh jaaoon gaa butt abb main pashto seekhna chahtaa hoon....plz plz pashto bolne walon ki iss forum mei kami nahin so agar koi HONEHAR banda 1 mukhtasar purasar course shroo kar de aur sath sath urdu mein bhi batae to mujh ghareeb aur SOHAIL BHAI aur baaqi ghareebon ka bhala ho jaae gaa.......
    meri sabb se darkhawast hai ke iss par ghor zaroor kejiye gaa....
    yahan hamari city ke pathan bhaiyon ko to urdu bhi aati hai punjabi bhi aur pushto to zahir hai ke aati hee hai...but humein
    urdu aur punjabi........pata nahin wo kya kya bolte hain....
    mujhe ye shakk hai ke mere khelaaf koi baraa mansooba tyaar kiaa jaa rahaa hai yahaaan so plzz aap kuch karein taake ye mansooba bhi nakaam ho aur humm bhi qadir ho jaen iss LOVELY LANGUAGE per

  2. #2
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Default

    wakie yeh course shooro hona chaheay. aur jub etni ziada khasoosiaat walay members mojood hoon to pher deer kess baat ki. lakin Fasih bhi ajj kul tamam bhai masroof hoon mojay nahi lagta keh app kisi ko tayaar ker sako.

    Ager koi khud he maydaan maen aa jeay to hum tamam zindagi mumnoon rehain gay.
    bohat acha mushwara dia hay app nay. lakin Bili kay Galay maen Ghnti koon baandhay ga.... ohoo sorry janab(smile) mara matlib hay Barish ka phala qatra koon banay ga....yani yeh shooro koon keray ga....

  3. #3
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote real_light said: View Post

    areey chachoo baat sunein...abb hum kya wele hain ? hum bhi to bussy hote hain naa .. yahan iss liye mashwara diaa bec 1 kaseer tadaad mojeed hai abb agar hum pashto section mein jaen bhi to kuch palle nahin pare ga so agar koi MUKHTASAR PUR ASAR ke lihaz se start le to zyada lambaa bhi nahin ho gaa aur humein bhi faeda ho ga...roz bandaa kuch kuch seekhta rahe...so plzz meri admin bhai se guzarish hai ke pashto section mein plzzz kuch esa start karwaen..
    taake real chachoo aur main bhi pathan ban jaen

  4. #4
    designer's Avatar
    designer is offline Senior Member+
    Last Online
    28th August 2011 @ 04:03 AM
    Join Date
    26 Dec 2005
    Posts
    147
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    janab main sirf itna help karsakta hoo ka uss software ka naam bataon ju pashto learning k liye khususi banaya gaya hai so.......i hope this will help ager mumkin howa tu Inshallah jald hi good news k saath haazir honga matlab (link).....

    Software ka naam hai.......

    Rossetta Stone Pashto learning Software

    bohut shokria........
    ******Coming Soooonnn******

  5. #5
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile

    Quote fasih ud din said: View Post
    areey chachoo baat sunein...abb hum kya wele hain ? hum bhi to bussy hote hain naa .. yahan iss liye mashwara diaa bec 1 kaseer tadaad mojeed hai abb agar hum pashto section mein jaen bhi to kuch palle nahin pare ga so agar koi MUKHTASAR PUR ASAR ke lihaz se start le to zyada lambaa bhi nahin ho gaa aur humein bhi faeda ho ga...roz bandaa kuch kuch seekhta rahe...so plzz meri admin bhai se guzarish hai ke pashto section mein plzzz kuch esa start karwaen..
    taake real chachoo aur main bhi pathan ban jaen
    thek hay jee entazaar kertay hain..

  6. #6
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile

    Quote designer said: View Post
    janab main sirf itna help karsakta hoo ka uss software ka naam bataon ju pashto learning k liye khususi banaya gaya hai so.......i hope this will help ager mumkin howa tu Inshallah jald hi good news k saath haazir honga matlab (link).....

    Software ka naam hai.......

    Rossetta Stone Pashto learning Software

    bohut shokria........
    ais soft ware ka link kahaan hay

  7. #7
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    bhai batao na....ke software ka link kahan hai

  8. #8
    designer's Avatar
    designer is offline Senior Member+
    Last Online
    28th August 2011 @ 04:03 AM
    Join Date
    26 Dec 2005
    Posts
    147
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    searching....... .. ... ... wait pls..

  9. #9
    fizaa's Avatar
    fizaa is offline Senior Member+
    Last Online
    25th June 2008 @ 08:17 PM
    Join Date
    25 Mar 2007
    Location
    Karachi
    Age
    39
    Posts
    2,421
    Threads
    13
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    fasih Bhaai Sites To Mujhay Bhi Buhat Si Maloom Hain
    Lekin Aap Ko Pashto Seekhnay Main Kaafi Mushkil Pesh Aaegi Becoz Pashto K Alag Haroof-e-tehejji (alphabets) Hotay Hain Aur Ussi Se Pashto Words Bantay Hain ,ussi Se Samjhanay Wala Aap Ko Samjhaega

    Is Se Behter Hey K Aap Khud Aik Sentence Banaein Aur Uss Ki Pashto Seekhainis Tarah Main Bhi Aap Ko Seekha Sakti Hoon Pashto Hahaha....

  10. #10
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote fizaa said: View Post
    fasih Bhaai Sites To Mujhay Bhi Buhat Si Maloom Hain
    Lekin Aap Ko Pashto Seekhnay Main Kaafi Mushkil Pesh Aaegi Becoz Pashto K Alag Haroof-e-tehejji (alphabets) Hotay Hain Aur Ussi Se Pashto Words Bantay Hain ,ussi Se Samjhanay Wala Aap Ko Samjhaega

    Is Se Behter Hey K Aap Khud Aik Sentence Banaein Aur Uss Ki Pashto Seekhainis Tarah Main Bhi Aap Ko Seekha Sakti Hoon Pashto Hahaha....
    fizaa mushkil to zahir ho gee...butt desighner bhai ne kaha ke 1 software ka bataoon gaa...so we r waiting...
    kuch itdunya per hee course start jae yaa uss software mein hee ache tareeqe se samjhaya gaya ho to kya pata mujhe aur real chachoo ko bhi pashto aa hee jaae
    aaap ka boht boht shukriaaaaa

  11. #11
    designer's Avatar
    designer is offline Senior Member+
    Last Online
    28th August 2011 @ 04:03 AM
    Join Date
    26 Dec 2005
    Posts
    147
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    link bohut jald usse pehle aap mazeed iss software k bare main (introduction) pare/jane iss link se...

    link is

    http://www.lexiconer.com/rosetta-sto...one-pashto.php

    downloading link k liye searching jari hai.....Inshallah..

  12. #12
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile

    Quote designer said: View Post
    link bohut jald usse pehle aap mazeed iss software k bare main (introduction) pare/jane iss link se...

    link is

    http://www.lexiconer.com/rosetta-sto...one-pashto.php

    downloading link k liye searching jari hai.....Inshallah..

    195 $ kahaan say laaoun

Page 1 of 3 123 LastLast

Similar Threads

  1. PASHTO........Pashto Urdu Bol Chaal..
    By muzafarmohsin in forum Pashto
    Replies: 4
    Last Post: 19th August 2013, 08:26 PM
  2. Pashto Acadmey na tar Pashto Markaz (Saleem Raz)
    By pashtonews in forum Pashto
    Replies: 6
    Last Post: 20th January 2011, 09:28 PM
  3. Pashto Acadmy se Pashto Centre tak eik qadam
    By pashtonews in forum General Knowledge
    Replies: 9
    Last Post: 13th January 2011, 11:29 PM
  4. Replies: 8
    Last Post: 24th July 2009, 09:02 AM
  5. some pashto sms
    By Navian in forum Pashto
    Replies: 3
    Last Post: 28th April 2009, 11:37 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •