:d
:d
[IMG]http://i557.***********.com/albums/ss20/raz24726/raz24726itd-ns.png[/IMG]
is ka koi alaaj nhe hy bhai mayray b ghar walay muj sy tung han is silsalay main
ap ne thek fermaya
Nice sharing Nahid, vaqai is bukhaar ka koi elaj nehi par time
guzarne k saath saath yeh bukhar khud utar jata hai, muje bhi
es ka bhut bukhaar tha, ek din cricket kheltay hove bat toot gheya
to mai ne belcha utha kar us k saath khelna shuroo kar dya tha
very nice, ap ne tik kaha hai, waqi iss bukhar ka koi ilag nhi, hame b bahot dant parti hai gar walo se par kiya kare...............
Ye bukher he kuch aisa ha muje bi ta lakin ghar walo nay maaar maaar ker itar dia
g ye ek la ilaj bimari hay jis ki abi thak koi dawai daryafth nahi howi
!سلام
آپ کے اس تصویری پیغام اورکام کا
شُکریہ
اپنے تھریڈکواوربہترکریں
سُلطانہ مُصطفیٰ
nice
آگاہ اپنی موت سے کوئی بشر نہیں
سامان سو برس کا ہے پل کی خبر نہیں
iska ilaj koi nahi ku k cricket lailaj marz ha mujhe b pichle 9 saal se ye marz lahik ha
Bookmarks