salam dosto kya meri koi help kar skta hai
meri usb kharab ho gai hai 8 gb ki.
main nay ik baar us main data dala tha to wo full ho gai thi
us nay error dya tha not enough memory..
us kay bad main nay ussay utar kar ik aur comuter main chalaya tha to wo yeh error day rahi hai.