Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 25 to 28 of 28

Thread: 2 Eiden

  1. #25
    aadeee is offline Senior Member+
    Last Online
    11th August 2011 @ 04:27 PM
    Join Date
    29 Apr 2010
    Age
    34
    Posts
    61
    Threads
    9
    Credits
    945
    Thanked
    5

    Default

    Reehab Sir.. thanks for reading my post..
    mene daleel dedi hain.. ab aap maanen na maanen aap ki marzi hai..
    bht bht Shukria..
    Allah Hafiz

  2. #26
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    aadeee brother maine ap ko bataya bhi tha ke behes waghera na karen. ap ne posting ki to ab bat aesta aesta barhna shroo ho gayee. jo baten ap ne copy keen kisi site se aur yaahn paste kar daleen unke betahasha jawabat already mustanad books mein mojood hain.

    2nd yeh ke yahan thread mein ab koi bhi behes na karey nahi to action hoga.
    mahol kharab karna achi baat nahee aur sub is per amal karen.

  3. #27
    aadeee is offline Senior Member+
    Last Online
    11th August 2011 @ 04:27 PM
    Join Date
    29 Apr 2010
    Age
    34
    Posts
    61
    Threads
    9
    Credits
    945
    Thanked
    5

    Default

    Theek hai Fasih Bhai.. nahi kerraha main behas,,. aur behas bhi ussay ki jati hai jo baat sunne to tayyar ho..
    khair..
    1 hadees shayad suni ho aap ne
    "Anas(R.A.) sey riwayat hai k RasoolALLAH (SAW) ne irshaad fermaya k : tum main sey koi shakhs us waqt tak Momin nahi hosakta , jab tak k oos ko apnay maa baap, apni aulaad, aur sub logo sey ziadah meri mohobbat na ho"
    kya Humein Rasool Akram (SAW) ki zaat se itni mohabbat hai?
    baat meelaad, niyaz, juloos, jhandon, chiragaan, wiladat ki nahi hai.. baat sirf niyat aur muhabbat ki hai.. aap ki niyat saaf nahi ya agar aap ko mohabbat nahi ya phir agar aap ka dil nahi manta tou aap mat manayen milad.. balke is he tarah rokte rahen logon ko milaad manane se..
    bht bht meharbani apki Fasih Bhai..
    wassalamu alaikum

  4. #28
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Closed...Taakey fitna na ho...and ALLAH janta hai kon Mohibb e PAIGHAMBAR hai kon nahee.

Page 3 of 3 FirstFirst 123

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •