sub se pehlay to aap sub ko meri taraf se bahut sara salam.yeh to bahut hi
naik kaam hai .aaj pehli dafa laga jaisy main aik achay mahole main aaa gya hoon . yeh to aik university hai aik acha sa idara. meri dua hai ke yeh sada qaim rahay. itnay achay course hum ghar baithay seekh saktay hain yeh to pakistan main aik khawab tha . jo aap jaisay achay insaanoon ne poora kiya . yaqeen janian mera dil bahut khosh hai . aur main ne 3 din main bahut ziada seekh liya /
laiq bhai , media master aur sub bhaiyoon ko meri taraf se special salam . agar aap bhaiyoon ke pass koi training wali koi cd ho to plz mujhay send kerna .
aur haan mujhay phone bhi kerna
shafeeq_buzdar***********
0642015408
Bookmarks