Page 2 of 9 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 13 to 24 of 97

Thread: -= Islam Ahamdiyyat =-

  1. #13
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    i knOw kai khatamun nabiyeen pai buhat si ahadees hein ayats hein ... but mein nai yeh ayat is liye likhi kai yaar famous ayat yehi hai ... aisi baat nahi hai kai hum log is ka refrence daitay hein aap logon kai ulma bhi yehi ayat ka refrence detay hein ..!!

    kher qissa mukhtasir Jee humara poora imaan hai jahn jhan bi jiss jiss hadees mein jiss jiss ayat mein bhi Hazoor PBUH ko khatam-un-nabyeen kaha gaya hai hum uss pai believe rakhtay hein

  2. #14
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ahmadi website wali cutting mein nai is liye pesh kar di thee kai yaar aap dekh lo ... mujhe nahi pata tah kai aap pehlai sai hi visit kartay ho humari website kO ... aynda aisa nahi karoon ga boss

  3. #15
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    saari baaton k baad..

    aap ye baataayen k jab aap hazoor(saw) ko khaatam-unnabiyyeen kehtay hain phir mirza jo hazoor(saw) k baad aaya ussay nabi ya rasool q kehtay hain???
    Quran hadeeth ka hiwala dain bass!!!!!!!!!!!
    Zia bhai abb aap aye na main question ki taraf hahah baqi to sab to emotional karnay wali batein hein ..!!

    kher i know yehi sawal or koi ahmadi sai poochna chahta hai ... !!

    Aap is baat pai to yaqeen kar gye hein kai ahmadis hazoor saw ko khatam-un-nabyeen mantay hein ..!!

    abb masla yeh hai kai tarjama kia kia jaye ... aap logon ka tarjama alag humara alag ..!! yehi masla hai na

    aap log tarjama kartay hein kai "AKHIRI NABI" yehi tarjama kartay hein na ..!!

    mujhe plzz yeh bata dijye ga kai yeh tarjama aap nai kahan sai nikala i mn arbi ki kon si dictinary sai nikala ..!! ya kaheen aur sai nikala to kahan sai nikala ..!!

    Zia bhai aap is ka jawab dein phir baat agay barhay gi ... mein apna to jawab dai doon ...per i want kai sequence mein chalai baat ... i hope u wont mind that ...!! iss baat sai bai fikar reh kai mein koi baat gol kar jaOun ga ... Inshalah sari sawalon ka jawab doon ga mein aap ko ... inshalah quran aur ahadees sai hi hwalai jaat doo ga ... per yeh baat phelai clear h jaye to quran aor ahadees ko samjhna asan ho ga ....

    Jazak Allah

    Meer Balaj Marri .

  4. #16
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default khaatim ka matlab(quran aor kitab-e-lughat se)

    salam to all muslims

    aap log tarjama kartay hein kai "AKHIRI NABI" yehi tarjama kartay hein na ..!!
    mujhe plzz yeh bata dijye ga kai yeh tarjama aap nai kahan sai nikala i mn arbi ki kon si dictinary sai nikala ..!! ya kaheen aur sai nikala to kahan sai nikala ..!!
    es ka jawab hazir hay meer sahib.
    quran se bhi aor hadees aor lughat se bhi.
    ab zara tum bhi wazahat kro k tum khatim ka matlab kya lety ho aor kaha se lety ho.?
    quran se , ahadees se , ya mirze ki books se?


    Aap is baat pai to yaqeen kar gye hein kai ahmadis hazoor saw ko khatam-un-nabyeen mantay hein ..!!
    meer sahib qadyani hazoor (SAW) ko khatam-un-nabiyeen manty hain zara es k ltye mirzy ki book ka koi hawal to dena?
    dosra khatum nabyeen ka matlab kya hay es ka jawab bhi dena?
    Attached Images Attached Images    

  5. #17
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    jee khatam ka word hum yahaan aksar office main use kartay hain jab stamp lagaani ho, shuker hai Allah ka jis nay Arabic ko usi manon main zindah rakha q kl ye Qur'aan ki zubaan hai...

    bilkul theek kaha is(i love sahaba) bhaaee nay... dictionary main dekh lain is ka matlam mohar ya stamp hi hota hai , aur stamp usi waqt lagti hai jab bandish ho jaati hai , stamp end k waqt lagti hai... so khaatam-unnabiyyeen ka matlam jo aakhri nabi hai wo complete mafhoom hai k koi gumraah na ho....

    to khatam.. seal ko bhi kehtay hain , ab aap bataayen k jab nabbuwwat sealed ho gai, to Hazoor(SAW) last prophet hi huway na.

    mirza nay apni kai books main ye techniqe use ki hai k khaatam-unnabiyeen keh k foran pentra badla or phir zili ya brozi nabi jaisay words eejaad kar k apnay aap ko sacha nabi keh diya.. aam aadmi ye sochta hai k ye to hazoor(SAW) ko khaatam-unnabiyeen keh raha hai phir ye gustaakh to na huwa? lekin ye us ki chaal hai or is main aap bhi phansay huway hain..

    khair aap bataayen aap nay aakhri nabi mohammad(SAW) ke baad mirza ko q maana , jab k aap is aayat pe yaqeen kartay hain??
    Education is Our Passport To The Future...

  6. #18
    dr jahanzaib is offline Member
    Last Online
    23rd October 2008 @ 09:20 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Age
    43
    Posts
    15
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    muhtaram zia bhi, ummeed hay k app khairiat se hoon ge, khatam se murad moher karna hota hay. haan main yeh manta hoon k nabowat pe moher lag chuki hay hamari shariyat ek kamil shariyat hay or is k bad kissi shariyat ka aana mumkin nahi lekin kia moher laga dene ka matlab the end hota hay yani moher ham kissi cheez ko band karne k liyay lagate hain to kia Khuda jab kehta hay k "Main ne in k diloon moher kar di hay" ka app yeh matlab nikalain ge k Khuda ne un k dil band kar diyay. or ager nabi aana band ho gaey hain to Hazrat Muhammed (s a w) ne aney wale Maseh k liyay nabi ullah ka word kion use kia. Ab app yeh to keh nahi sakte k app ne jis se taleem hasil ki hay wo Muhammed(s a w) se ziyada ilam rakhta hay. kion k iss zameen per un se ziyada ialam rakhne wala na koi aya hey na aa sakta hay.

  7. #19
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    jee meri baatain q waapis kar rahay hain ? main nay bhi mohar karna hi kaha tha..

    jee wo hadeeth poori copy karain jis ki aap nay baat ki..

    aap maan bhi rahay hain or inkaar bhi kar rahay hain,,, ILS bhaee nay bohot si aayaton ki example bhi di hai ..

    khatam ka matlab mohar karna hi hai , mohar lagaa dena us ki bandish or us ko seal kar dena hai. keya mohar seal k maanon main naheen use hoti .........

    so nabbuwwat bhi sealed hai ... or wo hadeeth bhi to hai na . jaisa nabi(SAW) kehtay hain k. "

    لا نبیً من بعدی
    میرے بعد کوئی نبی نہیں۔۔۔

    مفہوم:- میرے بعد کوئی نبی نہ آئے گا،

    ہمارا ایمان :-

    آنحضرت ( صلًی اللہ علیہ وسًلم) کے بعد تا قیامت کوئی نبی نہیں آئے گا۔۔

  8. #20
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    balaj sahab and jahanzaib sahb...khatm e nubuwwat quran e pak ki 100 ayaat aur 200 ahadees e nabwi (saw) se sabit hai aur (ilovesahaba) bhai ne kuch pages bhi post kiye jin mein sub haqaiq likhe gaye leken aap ne un se mohar ka matlab ghalat le liaa ?
    and doosri bat ye ke farz karen ke aap ye kahen ke MIRZA nabi nahi thaa sirf MEHDI O EESA thaa to ye sub ghalat aur jhoot hai.

    hazrat imam mehdi aur eesa abhi nahi aaye........aap log yahan per modoon hamare threads ke jawabat dein.......

    maine baat shroo ke to boht lambi ho jaye gee leken phir bhi main yahan abhi sirf 1 thread ka link de rahaa hoon.
    uskaa hee jawab dein ke AAPKA MIRZAA kabhi kya kehta thaa aur kabhi kyaa.....


    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=17790

  9. #21
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Arrow

    meer balaj aur jahanzaib sahb....ye bhi dekh lo ke tumhare mirza ne apni kitaab mein khatam ka kyaa matlab likhaa....
    main 1 hawalajat ka page aur 1 page mirze ki kitab ka post kar rahaa hoon.
    zraa ghor se dekhnaa.
    Attached Images Attached Images   

  10. #22
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default



    meer sahib qadyani hazoor (SAW) ko khatam-un-nabiyeen manty hain zara es k ltye mirzy ki book ka koi hawal to dena?
    ILS sahib mewi pehlai bhi 2 hawalai dai chuka hOOn Bani Jamat ahmadiyyat ki tehreer mein sai phir paste kar deta hoon aap ki sahOlat sai ..!!





  11. #23
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    main yehi arz karta rehta hun. Us nay apni books main likha bhi hai , or aaj kal MTA tv pe ye aayat aati bhi hai.. lekin saadah Logon ko phansaanay ki koi chaal bhi hoti hai...

    Quran o hadeeth se ye bataayen k agar aap khaatam-unnabiyeen Hazoor(SAW) ko maantay hain to jhagrra kis baat ka?? mirza ko nabi , rasool q maantay hain???

  12. #24
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    zia bhai bata raha hOon ... aap ko kaha na saray sawalon ka jawab milay ga Inshalah .. abb masla yeh hai kai aap loogon nai har kisi nai aabb sawal kar diye hein to time to lagta hai na bhai

Page 2 of 9 FirstFirst 12345 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 5
    Last Post: 11th December 2010, 02:39 AM
  2. Replies: 2
    Last Post: 20th March 2010, 10:51 AM
  3. Replies: 2
    Last Post: 11th November 2009, 10:19 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •