janab jab mulk mein deen ka nifaaz ho jay ga to phir deen ki baharoon sy sab maamlaat sahi ho gaain gy,insaaf b ho ga ,amno amaan b ho ga,sakoon b ho ga garz sb kuch ,bahar hal aap ne tawajo dila kr acha kia janab,waise Khawateen or bachon ka Islam jab se start hoya hai hamare gr aa raha hai.Allah aap ko jazai khair aataa farmay
Bookmarks