mera nam ejaz khan aur main IT Dunya ka new user hon mujay IT dunya waisay net say search kartay howi mili aur mujay adobe sekhnay ka buhat shock hay to main nay daikha keh idhar urdu main us ki tranng di ja rahi hay to main nay apnay aap ko register kar lia to ab main adobe leran karnay ki koshish kar raha hon umed hay sab dost meri help karain gain.
WSLM::
Bookmarks