Page 36 of 56 FirstFirst ... 263334353637383946 ... LastLast
Results 421 to 432 of 672

Thread: Dajjal Kon Ho Ga ? Dajjal Ka Fitna Kesa Ho Ga ? By Faseeh Ud Din (must See)

  1. #421
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Default Maseeh al-Dajjal (jhoota maseeha)!

    Maseeha kon? ESA ya USA?

    ESA ibne Maryam ya USA ibne SOOD?

    Maseeha Mr. liberty ya Miss liberty?




    Name:  666..JPG
Views: 6622
Size:  53.6 KB

  2. #422
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote SAIF UR REHMAN7 said: View Post
    buhat achi sharing he

    Pasand karney ka Shukriaa

  3. #423
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote SjDU said: View Post
    Ameen summa ameen....Allah tujhe ees ka ajar de

    Ameen

  4. #424
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote SjDU said: View Post
    Sheikhji bhai dabatul gharaz wo Salaeh Alihessalam ki oontni ka bacha hoga jo uus waqt ghar may chup gye ti...

    Kya matlab ?? aap ki baat ki samajh nahi aayi ??

  5. #425
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote sheikhje said: View Post
    plz thorha ghore karain

    bhai maine aapke likhey howe pages parhey,,,aap ne saheeh kahaa butt 1 baat bata den plzz,,,,ke yeh ka hawala de den jahan 2osri sadi hijri ka ziker hai ???

    and main 1 baat kahun yeh hadees mujhe nahi lagta ke saheeh ho bec mera mutala bhi 3 sal se zyada ka hai maine to kisi ehem aur bari book mein yeh nahi suni,,,,

    aur is se us aayat ki bhio nafi hoti mehsoos hoti hai jis mein MENTION hai 5 cheezon ka ilm ALLAH ke elawa kisi ke pas nahi,,,,and HAZRAT MOHAMMAD (S.A.W) bhi qayamat ka sun etc nahi jante they,,,

    and ager farz e mahal mere hee nazar se nahi guzri aur saheeh hai to iska yeh matlab bhi nahi ho sakta ke 2osri sadi hijri ke foran baad hee qayamat aa jaaye gi,,,,,,,,,,,
    Matlab ke 1200 HIJRI ke baad 2200 HIJRI takk 1000 years hain,,,,,to abhji to 1430wan HIJRI saal hai so abhi taqreeban 770 HIJRI sal rehte hain and in mein aa bhi sakti hai qayamat ..... kya aap meri baat samajh gaye jo main batanaa chah rahaa hoon,,,?



  6. #426
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote oioioioioi said: View Post
    Bhai Bilkul GHor se parha hai humnay aap ki baat aur sab parhnay k baad iss nateejay per pohanchay hain keh

    Yeh koi nahi keh sakta keh Hazrat Essa ( A.S) ya Hazrat mehdi kab aayengeh .. yah Dajjal agya hai yah nahi aya .. yeh sab baatain koi bhi wasooq k saath nahi keh sakta aur na hi kisi ko kehna chahiye ... Qayamat ki Alamatain hain unkay zahir honay ki baat ker rahay hain hum log or uss main aap ko yaqeeen hona chahiye keh qayamat ki alamatain zahir ho rahi hain aaahista aahista ..

    Sirf aik hadees ko pakarna aur yeh kehna keh 2200 main qayamat aye gi .. yeh to aap bhi nahi keh saktay ho kiun keh qayamat ka to aap ko bhi nahi pata hai ....

    Haan ho sakta hai aur mere Rab ko sirf pata hai keh qayamat kab aye gi..

    Mere bhai iss thread ka maqsad yeh nahi batana keh qayamat aaj ya kal aarahi hai .. balkeh qayamat se qabal sab se baray fitnay fitna e dajjal se ummat ko bakhabar rakhna hai ..

    AAp kaho geh keh dara rahay hain .. abhi to bohat waqt para hai to mere bhai .. waqt to kuch nahi .. kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai..

    Huzoor SAW neh apni mubarak hath ki 2 ungliyoon ko mila ker kaha keh main aur qayamat itni durr hain jitni yeh do ungliyaan... to iss ka matlab yeh hi hua keh anay main zayada durr nahi..

    Phir huzoor SAW neh apnay zamanay main logo ko dajjal k fitnay se daraya hai aur uss se bachnay ki talqeen ki balkeh aap ahadees main parh saktay ho keh uss ka zikr kitnay tawatur se aya hai.. to hamara yahan maqsad apnay Pak nabi SAW ki yeh wali sunnat ko lay ker chalna hai keh ummat ko dajjal k fitnay se bakhabar rakhna hai .. Na Keh qayamat k baray main peshangoi kerna hai keh aab aai keh kab aai ...

    To aap iss thread ko positive tareeqay se lo na keh nagative tareeqay se jesa keh aap ki tehreer se zahir ho raha hai..

    Allah hum sab ko samajhnay ki tofeeq ata fermaye ameen
    Quote sheikhje said: View Post
    meray bhai main nay iss ko 100% pastive lia hay,ye thread fasi bhai ki aik bohat achi koshish hay.
    our may janta hon k iss thread may dijaal k fitnay say agaa kia ja reha hay our may b issi koshish main hon k Ahadees ki roshni main haqaiq ko samnay rakhon.meri oqaat kya k qyamat ki paishgoi ker sakoon,meray bhai qayamat ka tu NABI(PBUH) nay b nai bataya but app nay itna zaror bataya k qayamat kisi 200 sadi hijri k bad wali sadi may aay gi.main nay yahaan ye nai kaha k qayamat 2200 sadi hijri may aay gi mera kehnay ka maqsad tha k 200 hiri guzar gai 1200 hijri sadi b guzar gai ab nazdeeq tareen 2200 sadi hijri hay tu h o sakta hay k 2200 k bad aay.iss ka asal ilam tu ALLAH k pas hay.
    main nay abi tak apni bat ko khatam b nai kia apni post main likha k (abi jari hay)
    but iss hadees say ye tay hay k abi qayamat ki 10 bari alamtain start nai hoi.
    iss dor main jo alamatain zahir ho rehi hain ye Alaamatay wosta hain.
    ye zehan may rakh lain k AMAM MUHAMMAD MEHADI ka zahoor and Dijal ka
    ana qayamat ki bari alaamton may shamil hay yani 10 bari alamtoon may.
    meri next post ka wait kerain Inshallah mazeed wazahat keroon ga.

    ager meri koi bat buri lagay to sorry


    AAP DONON BHAION KI BATEN APNI APNI JAGA SAHEEH HAIN,,,,,JAZAK ALLAH

  7. #427
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote oioioioioi said: View Post
    Theek hai ji .... Zaroor parhain geh .. aap ki next post ka shadat se intezaar hai
    Mujhe bhi intezar thaa but Bhai pata nahi kahan hain,,,i think masroof hainn,,,,chalen khari phir baad mein ho jaaye gaa

  8. #428
    ZoOp is offline Member
    Last Online
    14th October 2009 @ 01:12 PM
    Join Date
    03 Oct 2008
    Location
    City In Heaven
    Posts
    4,964
    Threads
    160
    Thanked
    17

    Default

    abi kafi dair hai dajjal ko ................. or hum ais tarhan ke pix ko nahe keh sakty ..............

  9. #429
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote sheikhje said: View Post
    main apnay sab dwston say guzarish keron ga k app plz thora time nikal k iss link per mojood aik ser hasal beyaan ko sun lain yaqeenan bohat c batain waza ho jain gi ....
    http://www.islamtune.com/play-video-1558.html

    iss beyan k bad meray mazeed kuch kehnay ki shaid zaroorat na rehay.
    plz sab issay zaroor sunain

    Bhai Byan ko choren plzz aap khud hee mukhtasaran bata den jo kehna chahte hain,,,,,mukhtasar but pur asar likhen Inshallah faeda hogaa...

    Quote oioioioioi said: View Post
    bhai mainay biyaan poora suna to nahi kiun keh internet mera slow hai .. beherhaal ... iss video ki sab se pehla image hi ghalat ho gya hai yeh to ...

    matlab mera

    naam likha hai .. syedna imam mehdi alahis salam ........... mere bhai aik to imam hazrat mehdi rahmullah alaehh k liye ahle tashee hazrat istemaal kerte hain .. ahle sunnat walay to hazrat mehdi k naam se jantay hain .. doosra alahis salam to nabi k liye istemaal hota hai .. yahan aik ghair nabi k liye yeh istemaal kiun kya gya hai ??? ...

    AGREED

  10. #430
    Sheeba Kamran is offline Junior Member
    Last Online
    14th December 2021 @ 07:10 AM
    Join Date
    20 Jul 2009
    Posts
    18
    Threads
    1
    Credits
    1,221
    Thanked
    0

    Default

    AOA!
    do u have some more information about this topic plz i appreciate ur ,thank you so much for such a nice information
    ALLAH HAFIZ

  11. #431
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote Sheeba Kamran said: View Post
    AOA!
    do u have some more information about this topic plz i appreciate ur ,thank you so much for such a nice information
    ALLAH HAFIZ
    If u can read urdu .. i can send u some useful books thurough internet

  12. #432
    sheikhje is offline Senior Member+
    Last Online
    27th November 2013 @ 03:09 PM
    Join Date
    25 Jun 2009
    Posts
    53
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    bhai maine aapke likhey howe pages parhey,,,aap ne saheeh kahaa butt 1 baat bata den plzz,,,,ke yeh ka hawala de den jahan 2osri sadi hijri ka ziker hai ???

    and main 1 baat kahun yeh hadees mujhe nahi lagta ke saheeh ho bec mera mutala bhi 3 sal se zyada ka hai maine to kisi ehem aur bari book mein yeh nahi suni,,,,

    aur is se us aayat ki bhio nafi hoti mehsoos hoti hai jis mein MENTION hai 5 cheezon ka ilm ALLAH ke elawa kisi ke pas nahi,,,,and HAZRAT MOHAMMAD (S.A.W) bhi qayamat ka sun etc nahi jante they,,,

    and ager farz e mahal mere hee nazar se nahi guzri aur saheeh hai to iska yeh matlab bhi nahi ho sakta ke 2osri sadi hijri ke foran baad hee qayamat aa jaaye gi,,,,,,,,,,,
    Matlab ke 1200 HIJRI ke baad 2200 HIJRI takk 1000 years hain,,,,,to abhji to 1430wan HIJRI saal hai so abhi taqreeban 770 HIJRI sal rehte hain and in mein aa bhi sakti hai qayamat ..... kya aap meri baat samajh gaye jo main batanaa chah rahaa hoon,,,?


    bhai jaan may nay page no33 ki post no388 may jo hadees bayan ki hay us kahawala b likha hay.hadees pak red colur may likhi gai hay jab k oper 10 nishaniyan Quran k aayat may say hain.

    jab APP(PBUH) nay ye hadees bayan ki tu pehlay ye Qurani nishanyan bayan ki pir farmaya k Qayamat kisi 2sry sadi hizri k bad aay gi(yani 2sry sadi hijri k bad 3sry sadi k doraan).200 sadi hijri guzrnay k bad 300 wali sadi guzri pir 1200 k bad 1300 wali guzri,2200 k bad 2300 wali aay gi,

    may hergiz ye nai kehta k may 2300 sadi ki paishgoi ker reha hon,Qayamat k asal ilam sirf ALLAH TALLAH k pass hay.NABI PAK(PBUH) nay b Qayamt k asal time nai bataya app nay ye farmaya k kisi2sry sadi k bad 3sry sadi hijri may aay gi,300,1300,2300,3300,4300.........
    ye hadees
    1: Sunan abi maja may babul fitan may Hazrat Abu Qatada say Hazrat Anes(RA) nay rawait ki.
    2:Amam Tabraizi ki Mashkat shareef k babul fitan may.
    3:Amam Jal-U-Din Sayooti nay apni book Al-Haadi Al-Fatawa may bayan ki.
    4:Amam Hakam nay apni book Al-Mustadrik may Hadees No 8319 .
    ye Hadees Bukhari Sahreef our Muslim ki sharait k ain mutbiq Saheeh hadees tasleem ki jati hay.
    baqi ALLAH sab kuch jananay wala hay.

    may her giz dawa nai keroon ga k may Qayamat ka time bata reha hon.
    ye sir humara KHUDA janta hay

Page 36 of 56 FirstFirst ... 263334353637383946 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 308
    Last Post: 16th February 2021, 07:02 PM
  2. Replies: 125
    Last Post: 3rd March 2017, 02:30 PM
  3. Replies: 192
    Last Post: 28th January 2016, 10:44 AM
  4. Replies: 593
    Last Post: 20th November 2015, 05:06 PM
  5. Replies: 139
    Last Post: 6th September 2011, 11:57 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •