Muhabbat ko muhabbat ka zara ehsaas hone do
abhi kuch dair tehro hussun ko benaqqab hone do

bewajha dil ko youn roka nahi kerty
itne muhtat ho kiuyn zara musam kharab hone do

isharon mn kahi batain aksar na mukammal hoti hn
rukko, mere ako zara kitab hone do

zindagi ko do rahy pe la k chodty ho kiyuon
kuch kaho ya apni bewafayi ka hissab hone do

ajab nahi k log tujhe bewafa janne
phir kiyoun na aaj pora mahtab hone do

yeh raat andheeri sahi per thandi tu hoti hy
roshki haqeeqat kia zara chanda ko aftaab hone do