CHAND KO KIYA KHABAR
kitni zulfain kulian kitnay anchal ura chand ko kya khbar
kitnay matam hoa kitna ansoo behay chand ko kya khbar
mudtoon us ki khwaish main chaltay rehay hath ata nhi
cha main us ki paroon main hain ablay chand ko kya khbar
wo jo nikla nehi toh batktay rehay hain mosafar kai
aur lottay rehay hain kai qafilay chand ko kya khbar
wo toh apni hi nagri main madhoosh hai kab sa khamosh hai
kon raja bana kitnay syed lotay chand ko kya khbar
us ko dawa bohat meethay pan ka wasi chandni say keho
us ki kirnoon say kitna hi ghar jal gia chand ko kya khbar
Bookmarks