Hahahahahaha......
Oh Fasih ab Maulana Hassan Yousaf hafizahullah se anqareeb rahimahullah hone jaarahe hain
mai tasawwur me hi qari sahab ki naagufta-bay halat dekh raha hun...Qari sahab musalsal "Jal to Jalaal,Tu aayi balaa ko taal" ka wird kr rahe hain aur saath saath Allah se girhgirhaa kr maafi maang rahe hain k Ya Allah meri tobah aayinda kabhi bhool kr bhi apni "Wakaalat k johar" nai dekhaaunga ab to sharm k maare Uzma baji ka bhi saamna nai kr skta
Kaash mai lambi lambi na chorhta to aaj shayad kuch bachat hojati lekin kya krun aadat se majbur hun
Bookmarks