Page 49 of 50 FirstFirst ... 394647484950 LastLast
Results 577 to 588 of 594

Thread: Dajjal Kon Ho Ga ? Dajjal Ka Fitna Kesa Ho Ga ? By Faseeh Ud Din (PART-2) Must See

  1. #577
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote ghaziislam said: View Post
    AsslamWalekum,
    Beshak Khurooj e dajjal hoga kyu ke hamare pyare habeeb rasool allah (PBUH) ki peshan goi hai.....

    Allah aapko is nek kaam mein asani aur mustakil mijazi ata farmaye...
    Aameen..... Shukriya

  2. #578
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote shehzubaba said: View Post
    \subhanAllah
    Shukriya

  3. #579
    qzeeshan is offline Junior Member
    Last Online
    8th June 2013 @ 10:19 AM
    Join Date
    06 Jun 2013
    Gender
    Male
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ALLAH aapko iska Ajr day Ameen.

    Faseeh bhai mujhe links mil saktay hain please.

  4. #580
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote qzeeshan said: View Post
    ALLAH aapko iska Ajr day Ameen.

    Faseeh bhai mujhe links mil saktay hain please.
    Aameen.. bhai un books ke links maine bht sarey doston ko diye they.. but shayd kuch jagon se wo khatam ho gyi hain.. main dobara unke links search kar k apko dunga kuch din tak in sha ALLAH

  5. #581
    aassaadd is offline Junior Member
    Last Online
    20th December 2022 @ 12:43 AM
    Join Date
    18 Oct 2009
    Location
    Waterloo
    Age
    41
    Posts
    20
    Threads
    0
    Credits
    1,300
    Thanked: 1

    Default

    Assalam o alaikum Faseeh Bhai,

    Aaj meri nazar say apki thread guzree, mashaALLAH bohat umda aur mayaree tehreer hey. May aaj kal is fitnay say mutaalliq perh raha hon, taakeh apni islaah kr sakoon....

    Is silsilay may aap ki tehreer prh kay dil bohat khush hoa. Aap say guzarish hai keh aap apna koi contact number (fone #) ho to bata deejiay, may aap say baat krna chahta hon, aur apna koi email address bhi dey deeiyay ... may in kitaabo ko download krna chahta hon , us silsilay may aap say reh-numaaie derkaar hai ...

    ALLAH PAAK aap ko aap ki kaawisho kay behtreen sila / ajar ata fermaaiy , ameen.

  6. #582
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote aassaadd said: View Post
    Assalam o alaikum Faseeh Bhai,

    Aaj meri nazar say apki thread guzree, mashaALLAH bohat umda aur mayaree tehreer hey. May aaj kal is fitnay say mutaalliq perh raha hon, taakeh apni islaah kr sakoon....

    Is silsilay may aap ki tehreer prh kay dil bohat khush hoa. Aap say guzarish hai keh aap apna koi contact number (fone #) ho to bata deejiay, may aap say baat krna chahta hon, aur apna koi email address bhi dey deeiyay ... may in kitaabo ko download krna chahta hon , us silsilay may aap say reh-numaaie derkaar hai ...

    ALLAH PAAK aap ko aap ki kaawisho kay behtreen sila / ajar ata fermaaiy , ameen.
    wa alaikum assalam. jazak ALLAH ke tehreer aur dajjal seires ka ye part 2 apko pasand aya... asal mein wo books bht sari websites aur blogs se remove kar di gayi hain kiun ke haq baat ko kon gawara karey aur bilkhusoos dushmanan e islam aisa hargiz nahi chahtey ke achi cheezen phailen.. maine bht he zyada doston tak links aur data pohanchaya tha.. is arsa mein main yahan kam Aa raha hoon ise liye kaam bhi ruka howa hai.. main apko in sha ALLAH links search kar ke dunga aur koshish rahe gi ke milen and nom & id bhi de dunga.

  7. #583
    Sheeba Kamran is offline Junior Member
    Last Online
    14th December 2021 @ 07:10 AM
    Join Date
    20 Jul 2009
    Posts
    18
    Threads
    1
    Credits
    1,221
    Thanked
    0

    Default

    Very nice jazzak Allah kher plz inbox me the links of books

  8. #584
    Saleemraza96 is offline Junior Member
    Last Online
    9th June 2021 @ 03:14 PM
    Join Date
    18 Sep 2013
    Gender
    Male
    Posts
    8
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Thank u bhai Itni Achi Information deny ky leye

  9. #585
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Sheeba Kamran said: View Post
    Very nice jazzak Allah kher plz inbox me the links of books
    Aameen... jazak ALLAH ke tehreer aur dajjal seires ka ye part 2 apko pasand aya... asal mein wo books bht sari websites aur blogs se remove kar di gayi hain kiun ke haq baat ko kon gawara karey aur bilkhusoos dushmanan e islam aisa hargiz nahi chahtey ke achi cheezen phailen.. maine bht he zyada doston tak links aur data pohanchaya tha.. is arsa mein main yahan kam Aa raha hoon ise liye kaam bhi ruka howa hai.. main apko in sha ALLAH links search kar ke dunga aur koshish rahe gi ke milen and nom & id bhi de dunga.

  10. #586
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Saleemraza96 said: View Post
    Thank u bhai Itni Achi Information deny ky leye
    shukriya

  11. #587
    samrasyed is offline Junior Member
    Last Online
    24th December 2014 @ 11:32 PM
    Join Date
    24 Dec 2014
    Age
    43
    Gender
    Female
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default plz study deep before u speak about DEEN e ISLAM


    apki ye post google search say mili jis ko parh k mujhay majboran is website pay apni ID bana k apko ye batana zarori laga k apki likhi hui dajjal say mutaliq information naqis hay or apko is tarhan k nazuk or ehem maslay pay itni choti umar may kuch bhi likhnay say pehlay Ahadees ki roshni may wazeh saboot k sath baat kerni chahye na k ye bahaney k meri woh kitab paros ki aunty lay gue hain ya falan Hadees itni lambi hay k main likh nahi sakta waghaira waghaira... meri ap say darkhaast hay k deen e islam ko bacchon ka khail samajh k na khailain or jo bachkana andaz ap nay apnaya hua hay is shadeed ehem maslay k liye us k liye ap k father ko keh k ap ko do thapar parnay chahye... agar ek bar bhi ehsas ho gaya k ap kia nadani ker rahey hain to ek saal sajday may sir rakh k baitho gay to bhi socho gay k Allah nay maaf kia ho ga k nahi is nadani pay...
    meri buhat addna si request hay k pehlay apna ilm barhao ek do saal is topic pay acchey say parho us k bad likhna start karo.. parhnay k liye agar refrences chahye hain books k to main apko dayti hon.. lakin main apko 2000 or 3000 pages ki mukhtalif zubano ki kutub refer karon ge jin may is topic pay hain or itnay badey badey mufakir or philosphers ki hain jinhon nay apni zindagi k 20/20- 25/25 saal sirf isi baat ki tehqeeq may nikal diye k dajjal hay kia cheez us k bad unho nay zuban kholi sirf is liye k unki zuban say is topic pay koi ghalat baat na nikal jaye or woh ibn e adam ko behkaney ki ghalti na ker dain is liye itni research k bad jab unho nay kuch likha hay to itna wazahat k sath likha hay k dajjal ka baal or dajjal ki ankh kaysi hoge ye tak apko pata chul jaye ga woh kon si sawari use karey ga woh kia kia kuch ker raha hay mojooda door may or apney kharooj k baad kia kia or kaysay karey ga apko lug pata jaye ga.. apney baal noch lo gay ye tasavoor ker k k kahen ap or main bhi dajjali nizam ka hissa to nahi samnay guzarnay wala her insan mushtubah lagey ga.. un maqamat ka soch k ap safar kerna chor do gay.. kia kabhi socha hay k tum makka shareef janey say mana ker do gay?? dajjal aysa he hay k tum Makka shareef bhi nahi jao gay..
    itni badi ghalti ap nay likhi hay k mujhay shadeed ghussa aa raha hay parh parh ker.. jab knowledge nahi hay to beta bina sochay samjhey deen ko mazaq na banao...
    dajjal koi Hazoor SAWAW say pehlay paida nahi hua.. Allah kami beshi maaf fermaye meri.. balkey ek sabit hadees jo k sahi muslim or bukhari shareef may darj hay say ye baat murvi hay k madani dour may AP SAWAW ko khabar pohanchi k madinay ki ek yahoodi orat k haan ek ankh wala baccha paida hua hay to AP SAWAW , Hazrat Umar RTA k hamra waqiye ki tehqeeq k liye wahan tashreef lay guye or door say bacchey ko daikha, baccha jis ka naam IBN E SIYAD rakha gaya tha apney palney may laita ajeeb o ghareeb zuban bol raha tha Hazrat Umar RTA nay bacchay ko daikhtay he AP SAWAW say ijazat mangi k is ko abhi khatam ker don lakin AP SAWAW nay ye keh k rok dia k agar ye dajjal nahi to na huq kisi masoom ka khoon bahey ga or agar ye dajjal hay to ye tum say nahi marey ga (dajjal ka qata Hazrat EESA AS k hathon hona hay ba haisyat e musalman hamara ye emaan hay)Hazrat Umar RTA nay arz ki BAKHUDA ibn e siyad he dajjal hay or dohratey rahey jis per AP SAWAW nay khamoshi ikhtiyar ki or Hazrat Umar RTA ko inkar nahi kia..
    ek dosri Hadees may ata hay jo k Hazrat Abu Bakar RTA say riwayat hay k Rasool SAWAW nay fermaya k dajjal k baap k ghar 30 saal tak koi baccha nahi hoga phir ek larka ho ga jis ki ek ankh kharab ho ge or ek dant bahar nikla hoga, woh bilkul nikama ho ga, sotay may agar chey uski ankhain band hon ge lakin uska dil hoshiyar hoga.Hazrat Abu Bakar RTA fermatey hain k hum nay madinay may ek yahoodi k han aysey bacchey (IBN E SIYAD) ki paidaish ki khabar suni to main (Hazrat Abu Bakar RTA) or Hazrat zubair bin awaam RTA usko daikhnay k liye guye or hum nay un say pocha tumhara koi baccha hay to unho nay jawab dia k 30 saal tak hamara koi baccha nahi tha, ab ek larka paida hua hay..ye tirmizi shareef ki hadees the..
    ab ek or hadees ka hawala apki nazar takey next time ap hadees ki roshni k bina dajjal ya us say related topic na uthain..
    sun un abu daood may ye hadees darj hay k Hazrat Jabir RTA fermatey hain k jub jang e ehza'ab hui the to us din k bad say hamain ibn e siyad ka kuch pata he nahi chala k woh kahan chala gaya..
    to janab dajjal Rasool SAWAW say pehlay paida nahi hua tha taseeh fermaye or jo Rasool SAWAW say pehlay tha woh sirf MERA ALLAH SWT tha or US RUB E PAK k siva koi Rasool SAWAW say pehlay nahi hay or na he hoga kabhi.. or AP SAWAW ALLAK ka NOOR hain...
    JASHAN E AMAD E RASOOL
    ALLAH HE ALLAH
    RABI UL AWAL KI TAMAM ROSHNIYAN BARKATAIN REHMATAIN FAZEELATAIN OR NAIMATAIN AP OR HUM SUB PAY HAMARA RUB NICHAWAR KAREY OR HUM SUB KO DAJJAL K ANEY WALEY SAKHT AYYAM MAY APNEY EMAAN PAY SABIT QADAM OR MAZBOOT REHNAY KI TAQAAT ATA FERMAYE OR APNEY DEEN MAY URAI JANEY WALI GHALAT BATON KI PYAR YA MAAR HER TARHAN SAY ROKNAY KI JURAAT OR HIMMAT ATA FERMAYE... AMEEN
    ALLAH HUMAMEEN..
    JAZAK ALLAH

  12. #588
    Abeer Alam's Avatar
    Abeer Alam is offline Advance Member+
    Last Online
    30th April 2020 @ 07:52 PM
    Join Date
    22 Apr 2009
    Location
    In My MOM Heart
    Gender
    Male
    Posts
    7,823
    Threads
    991
    Credits
    1,027
    Thanked
    1012

    Default

    Ahadees may ye kahien sy saabit nahi k ibn e siyad he dajjal hy. Dajjal k muta'alliq mukhtalif ahadees hain kahien per pedaish k muta'alliq or kahien per ye k wo kisi jazeery may qaid hy.
    Mujhy aap per shadeed ghussa aa raha hy Nabi Kareem(S.A.W) Noor hy k bashar unki Pedaish saari insaniyat sy pehly howi k baad may. Zaeef Ahadees, Jishn e meelad ki be-bunyad baatain etc is tarah k ikhtilafi masael yahan mat cherhain forum per ikhtilafi masael cherhna or intishar phelana sakht mana hy.
    Baaqi thread k baary may aitiraaz ka jawab fasih ud deen bhai de daingy.

Page 49 of 50 FirstFirst ... 394647484950 LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 308
    Last Post: 16th February 2021, 07:02 PM
  2. Replies: 671
    Last Post: 2nd August 2017, 08:37 PM
  3. Replies: 125
    Last Post: 3rd March 2017, 02:30 PM
  4. Replies: 192
    Last Post: 28th January 2016, 10:44 AM
  5. Replies: 139
    Last Post: 6th September 2011, 11:57 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •