Page 10 of 11 FirstFirst ... 7891011 LastLast
Results 109 to 120 of 130

Thread: Sub Dost Zaroor Parhen......It's Very Important

  1. #109
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Great Sharing Fasih Bhai

    Aap Ke Baat Bilkul Sahi Hai Aur Aap K Jazbaat Aur Mojooda Halaat Dekh Kar Har Koi Andar Se Pareshan Hai . . . Aap Ke Baat Ye Be Theak Hai K Ye Sab Kuch Hamari Apni Ghaltioon Ka Nateeja Hai Kiun K Hum Deen Se Kafi Door Ho Gaye Hain Aur Ghair Allah K Peechay Lag Gaye HaiN

    Allah Haum Sab Ko Sachi Toba karnay Ke Tofeeq Day Aur Aanay Walay Un Azaaboon Se Bachaye Jin Ka Hameen Elam Nahi (Ameen)

  2. #110
    Adeawan's Avatar
    Adeawan is offline Analyst
    Last Online
    27th July 2021 @ 09:17 AM
    Join Date
    31 Oct 2006
    Location
    Clifton Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    3,051
    Threads
    158
    Credits
    559
    Thanked
    15

    Default

    Jee,,, Yeh baat tou Bilkul Sahi farmae aap nay,,, Yeh sab humare Amaal ka natija hai .... Allah ka Azab humare Amaal ki waja se nazil hota hai... Thanks for Great Info Faseh Bahi,,,

    Allah'tala hum sab ko Siraat e Mustaqeem par chalnay ki tafeeq ata farmayen... Ameen

  3. #111
    mamraiz_khan's Avatar
    mamraiz_khan is offline Senior Member+
    Last Online
    27th November 2009 @ 05:13 PM
    Join Date
    21 May 2009
    Age
    34
    Posts
    60
    Threads
    2
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    ameeen

  4. #112
    m_umair_pk's Avatar
    m_umair_pk is offline Senior Member+
    Last Online
    5th September 2016 @ 09:13 AM
    Join Date
    27 May 2009
    Location
    chichawatni
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    787
    Threads
    21
    Credits
    960
    Thanked
    29

    Default

    ALLAH apko eska ajar de ga.

  5. #113
    D--k's Avatar
    D--k is offline Advance Member
    Last Online
    6th May 2022 @ 11:27 PM
    Join Date
    02 Jan 2009
    Location
    Narowal
    Posts
    3,050
    Threads
    103
    Credits
    1,256
    Thanked
    48

    Default

    Bht achi sharing hay
    آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم

  6. #114
    barbie angel is offline Member
    Last Online
    2nd October 2009 @ 06:25 PM
    Join Date
    15 Jul 2009
    Posts
    945
    Threads
    12
    Thanked
    0

    Default

    aapny jo baatein yahan share ki hain wo koi nai baat nahi hain
    ye toh jab sy pakistan bana hai tabsy zalzaly ka silsila history mai aapko nazar aye ga.....ap history parh li jiye pehle b iss tarha k earthquakes aa chukay hain.. pakistan k quetta(jab ye pakistan ka hissa b nahi tha) aur northern areas mai .......... aur dusroo ko negative baat batane sy acha hai k pehle khud positively socha jaye

  7. #115
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote barbie angel said: View Post
    aapny jo baatein yahan share ki hain wo koi nai baat nahi hain
    ye toh jab sy pakistan bana hai tabsy zalzaly ka silsila history mai aapko nazar aye ga.....ap history parh li jiye pehle b iss tarha k earthquakes aa chukay hain.. pakistan k quetta(jab ye pakistan ka hissa b nahi tha) aur northern areas mai .......... aur dusroo ko negative baat batane sy acha hai k pehle khud positively socha jaye
    to matlab aap rasool SAW ki uss hadees ka inkaar ker rahi hain .. jis main unhoon nay kaha hai keh qayamat se pehle zalzalay bohat zayada aain ge ??

    i mean frequent basis per ? .... i m not saying keh aap ker rahi hain .. but main pooch raha hon aap se

  8. #116
    barbie angel is offline Member
    Last Online
    2nd October 2009 @ 06:25 PM
    Join Date
    15 Jul 2009
    Posts
    945
    Threads
    12
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote oioioioioi said: View Post
    to matlab aap rasool SAW ki uss hadees ka inkaar ker rahi hain .. jis main unhoon nay kaha hai keh qayamat se pehle zalzalay bohat zayada aain ge ??

    i mean frequent basis per ? .... i m not saying keh aap ker rahi hain .. but main pooch raha hon aap se
    maine ye kab kaha k mai Pyare Nabi Pak (S.A.W) k hadees ka inkaar kar rahi hun... balke mai aap logo ko ye baat batana chah rahi hun k aap logo ne ye jo qiyamat ka shor machaya hua hai ye sab sirf karne ki baatein hai.... maine 2 saal pehle suna tha k 28june 2008 mai qiyamat aye gi kyun k nishaniya zahir ho chuki hain aur jab 28 june ka din guzar giya toh pir logo mai ye baat peli k 2009 mai qiyamat aye gi... kabhi koi kahta hai k 2010 mai Iman Mahdi ayen gy.... toh ab aap khud bataein k kab aye gi?? ap k paas koi ilam-e-gaib hai??

  9. #117
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote barbie angel said: View Post
    aapny jo baatein yahan share ki hain wo koi nai baat nahi hain
    ye toh jab sy pakistan bana hai tabsy zalzaly ka silsila history mai aapko nazar aye ga.....ap history parh li jiye pehle b iss tarha k earthquakes aa chukay hain.. pakistan k quetta(jab ye pakistan ka hissa b nahi tha) aur northern areas mai .......... aur dusroo ko negative baat batane sy acha hai k pehle khud positively socha jaye

    Aap bataen Musalmanon ki Islah karna -ve kaam hai ??
    aur maine koi -ve bat nahi phelaaye saheeh baten kahi hain ager yeh aap ka apna kheyal hai ke maine -ve baten kee hain to Aapki ghalat fehmi hai kiun ke yahan senkaron bhai behnen aayeen aur unhen koi qabil e aitraz nukta nazar na aaya ke aapki baat mein wazan ho ....

    Quote barbie angel said: View Post
    maine ye kab kaha k mai Pyare Nabi Pak (S.A.W) k hadees ka inkaar kar rahi hun... balke mai aap logo ko ye baat batana chah rahi hun k aap logo ne ye jo qiyamat ka shor machaya hua hai ye sab sirf karne ki baatein hai.... maine 2 saal pehle suna tha k 28june 2008 mai qiyamat aye gi kyun k nishaniya zahir ho chuki hain aur jab 28 june ka din guzar giya toh pir logo mai ye baat peli k 2009 mai qiyamat aye gi... kabhi koi kahta hai k 2010 mai Iman Mahdi ayen gy.... toh ab aap khud bataein k kab aye gi?? ap k paas koi ilam-e-gaib hai??

    Mujhe us se koi gharaz nahi aap ne kis magzine mein 2008 mein qayamat ke Aaney ka parh liaa.....Ager kisi bogus magzine ki bogus news thee to qasoor us ka hai and aapka ke unauthentic article parhaa...

    Yahn ITDUNYA mein hum jitne bhi cheezen likhtey hain aur share kartey hain sub proper references ki base per karte hain......

    Aur qayamat qayamat karna koi KHAIL nahi hai .... yeh 1 muqaddas fareeza hai jisey hum MUSALMANON Ko MOJOODA DOR ke nazakat ka Ehsas delaney keliye akrte hain.....

    maine aap ke ghalat fehmion per REPLY ker diaa.......

    Ab yahan mazeed OFFTOPIC POSTS mat kejiye .... nahi to move ker di jayen gee .... shukria

  10. #118
    barbie angel is offline Member
    Last Online
    2nd October 2009 @ 06:25 PM
    Join Date
    15 Jul 2009
    Posts
    945
    Threads
    12
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    Aap bataen Musalmanon ki Islah karna -ve kaam hai ??
    aur maine koi -ve bat nahi phelaaye saheeh baten kahi hain ager yeh aap ka apna kheyal hai ke maine -ve baten kee hain to Aapki ghalat fehmi hai kiun ke yahan senkaron bhai behnen aayeen aur unhen koi qabil e aitraz nukta nazar na aaya ke aapki baat mein wazan ho ....




    Mujhe us se koi gharaz nahi aap ne kis magzine mein 2008 mein qayamat ke Aaney ka parh liaa.....Ager kisi bogus magzine ki bogus news thee to qasoor us ka hai and aapka ke unauthentic article parhaa...

    Yahn ITDUNYA mein hum jitne bhi cheezen likhtey hain aur share kartey hain sub proper references ki base per karte hain......

    Aur qayamat qayamat karna koi KHAIL nahi hai .... yeh 1 muqaddas fareeza hai jisey hum MUSALMANON Ko MOJOODA DOR ke nazakat ka Ehsas delaney keliye akrte hain.....

    maine aap ke ghalat fehmion per REPLY ker diaa.......

    Ab yahan mazeed OFFTOPIC POSTS mat kejiye .... nahi to move ker di jayen gee .... shukria
    Allah tera bala kare aur ap kon hote hoo mere posts remove karne wale
    maine toh aap sy sirf aap sy ye poocha tha k aap k paas koi ilam-e-gaib hai k qiyamat anay wali hai
    Allah ne Rasul(S.A.W) ko b nahi bataya tha k qiyamat kab ayi gi sirf nishanaiya batai ti toh iss tarha zalzala toh Hazrat Umer (R.A) k door mai b Madina mai aya tha...aur ap aapny reference dy k kah rahe hain k qiyamat anay wali hai .... zalzaly iss baat ka sabuth nahi hai k koi qiyamat anay wali hai
    mera aap sy faqat ye sawal hai k aap k paas koi ilm-e-gaib hai aur dusri baat pakistan k corrupt leaders maine ya aapne select toh nahi kiye magar unko hathanay k liye b maine aur aapne kuch nahi kiya..... toh qiyamat ko aap khud hi daawat dy rahe hain k aao.... meri toh aap sy ye request hai k iss article sy acha hai k kisi bahtari ka koi article likhte.... shukriya

  11. #119
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote barbie angel said: View Post
    Allah tera bala kare aur ap kon hote hoo mere posts remove karne wale
    maine toh aap sy sirf aap sy ye poocha tha k aap k paas koi ilam-e-gaib hai k qiyamat anay wali hai
    Allah ne Rasul(S.A.W) ko b nahi bataya tha k qiyamat kab ayi gi sirf nishanaiya batai ti toh iss tarha zalzala toh Hazrat Umer (R.A) k door mai b Madina mai aya tha...aur ap aapny reference dy k kah rahe hain k qiyamat anay wali hai .... zalzaly iss baat ka sabuth nahi hai k koi qiyamat anay wali hai
    mera aap sy faqat ye sawal hai k aap k paas koi ilm-e-gaib hai aur dusri baat pakistan k corrupt leaders maine ya aapne select toh nahi kiye magar unko hathanay k liye b maine aur aapne kuch nahi kiya..... toh qiyamat ko aap khud hi daawat dy rahe hain k aao.... meri toh aap sy ye request hai k iss article sy acha hai k kisi bahtari ka koi article likhte.... shukriya

    Maine kahan kaha ke Qayamat is time aaye gee....???
    maine to kaheen bhi nahi kahaa.....ager kaheen koi muqarra time likha hai to saboot den...warna ilzamaat na lagaeyn...mere pas itna faool time nahi ke kisi na karne wali ghalti per safaiyan deta rahun wo bhi apko...

    aur zalzalaey aaj jis tadaad mein aa rahe hain ye qayamat ki qareebi nishanian hain ke zalzaley boht zyada aaen ge aur yeh HAZRAT MOHAMMAD (S.A.W) ne farmayaa thaa...

    baqi aap ne kaha acha likhen kuch....yeh 2 link dekh len...

    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=81783
    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=107570


    Phir aap ne kaha ke MAIN kon hota hoon ap ki post ya baten remove karne wala...

    to main haq rakhta hoon ke koi voilation karey rules ki be tukki behesen start karey yaa fazool arguments karna start ker de yaa off topic replis karey yaa kuch aur kare main usey kuch bhi kar saktah hoon....

    Baharhaal maine aap ko pehle bhi batayaa ab dobara bata rahaa hoon aap ke replies per maine aapko jawab bhi de diye ke aap mutmin ho jayen...

    Ab mazeed koi aur bat karna munasib nahi.....

    Yeh Thread Islahi hai aur Itd ke Admin takk ne read kia howa hai..

    so now close this topic....


  12. #120
    mhashmat1967 is offline Advance Member
    Last Online
    11th April 2023 @ 11:50 AM
    Join Date
    27 Jul 2009
    Age
    56
    Posts
    2,049
    Threads
    26
    Credits
    3,520
    Thanked
    70

    Default

    Fasih bhai ! Mein aap kay ahsas ki bharpur hamiat karta hoin. Ya har muslaman ka ahsasat honay chahin.

Page 10 of 11 FirstFirst ... 7891011 LastLast

Similar Threads

  1. Whatsapp viber use karne walay zaroor parhen.
    By Zohaib hyder in forum General Discussion
    Replies: 36
    Last Post: 11th July 2015, 06:22 AM
  2. Replies: 17
    Last Post: 6th May 2011, 10:01 PM
  3. Women Special (Zaroor Parhen)
    By Confuse in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 2
    Last Post: 19th September 2009, 11:00 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •