Dur se hi dekh kar auron ki khushiya muskura lete hum,
par reh nahi pate chup dekh ke kisi ka bhi gam,
chot chahe kitni bhi ho geheri aankhe nahi karte hai nam,
yeh soch kar hi jee lete hai, ke apne dard auron se to honge kam...*
**********
bahut soch kar socha hai k kinaara kar lya jaye.
faqt tanha teri yaadon par guzara kar lya jaye
ik woh b waqat tha kai hum ajnabee thay dono
ku na wohi haaal ab phir dobara kar lya jaye...*
Bookmarks