hazaron pal tumhary bin
na poochho kaisay kaatey hain
kabhi yaadein rulathi hain
kabhi mosam satatay hain
isay keh do hum aatay hain
humain mayus na karna
humain wapis na karna aur
humain dil main basa lena
humain apna bana lena
bohat tarpy huay dil say
bohat roothha nahi kartay
mohabbat to ibadat hay
isay ruswa nahi kartay
zamanay say chhupatay hain
kabhi churcha nahi kartay
sanam aisa nahi kartey
sanam aisa nahi kartey"
Bookmarks