Band kitab…..
Meri dharkanon ki kitab main
Mere chahaton kay hisab main
Wo jo roshni sa shaks tha
Mere dharkaon main shareek than
Wo jo chalta rahta than dore tak
Mera hath tham kay hath main
Wo najanay kaisay chala gaya
Mujhay khawab-o-wisal main chor kar
Magar aaj bhi hai basa hoa
Meray dil ki band kitab main....
Bookmarks