Sardar ne makhi k par tor k kaha,Urr ja.
But..
makhi nahin uri,
Sardar ne kaha,
Sabit hua agar makhi k par tor diye
jain to makhi sun nahin sakti
----------------------------------------------------------------------------
Sardar: Station jaane k kitne logay?
Riksha wala: 50..
Sardar: 20 lelo..
Riksha wala: 20 main kon le k jaayeega??
Sardar: tum piche bheto hum le k jaayega..
---------------------------------------------------------------------------
Bookmarks