Sultana said: action and horore app ko dar tu nahi lagta movies k baad? bht daar lagta hay raton ko need nahi ati
آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم
Bahadar said: My Favorat is Alama Iqbal and then parveen shakir ,Faraz... AAp k hann bijli nahi jati kia? g nnahi meri side per khudh ka power plant ha is liya nahi jati well app ko bijli ka jana kitna bura lagta ha?
نماز کو بہتر کیسے بنایا جائے
Bahadar said: Main Jauharabad Kia Aap Student Hain? han B.a k app kon s class ma han
D--k said: bht daar lagta hay raton ko need nahi ati Keon D--k Bahi Khair to hai na
Sultana said: g nnahi meri side per khudh ka power plant ha is liya nahi jati well app ko bijli ka jana kitna bura lagta ha? Mujhe light jana boht hi bura lagta hai oper se garmi bhi ghazab ki hai aap ko sheshe ki balkoni wala thread mail kab forward howi thi?
D--k said: han B.a k app kon s class ma han meri education complete hain main job karta hoon aap k haan mosam kaisa hai?
Bahadar said: Mujhe light jana boht hi bura lagta hai oper se garmi bhi ghazab ki hai aap ko sheshe ki balkoni wala thread mail kab forward howi thi? mujh ko woh mail eye thi koi ek week pehaly app ko woh kahan say mili thi?
Bahadar said: meri education complete hain main job karta hoon aap k haan mosam kaisa hai? Ma apna gaar ma nahi hun ma rwp aya hun app k han mausem kasa hay
Bahadar said: Keon D--k Bahi Khair to hai na Khair nahi t kah riya wa na acha app ko sub s paira thread kun s laga itdunya per
Sultana said: mujh ko woh mail eye thi koi ek week pehaly app ko woh kahan say mili thi? Mere Cousion ne Qatar se Forward ki thi. Aap ko Summer/Winter konsa session pasand hai?
D--k said: Ma apna gaar ma nahi hun ma rwp aya hun app k han mausem kasa hay shadeed garmi hai Pindi khair se aye hain?
D--k said: Khair nahi t kah riya wa na acha app ko sub s paira thread kun s laga itdunya per Thread kafi hain aik ka batana Mushkil hai Aap itdunya per kiaise aye
Forum Rules
Bookmarks