Jab yaad-e-maazi kar k röya karö gay tum.
Na neend aaye gi na söya karö gay tum.
Us waqt meri yaad tumhain bohat sataye gi.
Jab kisi se aankh milaya karö gay tum.
Tarpay "DIL" aur aah b na nikle zaban se.
Chup chap aansöun kö bahaya karö gay tum.
Jazbat mein aa kar jala de meri sari "YAADIEN".
Ab kis tarha jee kö behlaya karö gay tum.
"MAUT" tö barhaq hai "juda" kar k He chhöray gi.
"Waada" karö meri qabar pe aaya karö gay tum.
Bookmarks