bhai mere batane ke bad aap ka mood kiun esa hai
aap ne to mujhe aur confuse kar diaaa
duaa karein ke confuse hee rahoon fuse na ho jaooon
bhai mere batane ke bad aap ka mood kiun esa hai
aap ne to mujhe aur confuse kar diaaa
duaa karein ke confuse hee rahoon fuse na ho jaooon
so Janal Ka Mood Hey
bohat gussa aa reha hai fasih par
main pehle hee kya thoraa preshan hoon ke aap ko mujh per ghussaa aa rahaa hai....
leken baat bhi koi nahin to phirrr ye ghussaa kiun
oo bhai tum jaantay ho k main tumhain bohat achi tarah jaanta hoon...zaraa shareef ban kar sach sach bolo na....
baatain to bohat banana aati haan tumhain...
umair Aap 10th Of September Ko Karachi Aarahay Ho. Is Main Sad Honay Ki Kya Baat Hey.karchi Jesi City To Aap Ko Dhoondnay Par Bhi Nahin Milegi I Hope K Aap Yahan Buhat Khush Rahogay.
Main Aap Ko Abhi Se Welcome Karti Hoon "very Special & Warm Welcome......
kuch Kuch Happy , Kuch Kuch Sad Mood Hey Aaj
main abb soch raha hoon ke ramzan qareeb aayaa hai ke mehengaai pehle hee kar di gaee....abb har cheez mein 4 example 5 rupees ezafa howaa to hakoomat aath aane kam kar ke kahe gee ke ashyaa sasti kar di gaeen.
aur awaam ko khushhaal banaa diaaaaaaa
Bookmarks