aslam-o-alakum
dosto mere pas vwireless ka set hai aur main us se net chalata hoon . magar masla yeh hai ke ye daily Rs 7 kat daita hai free main jis ki wajha se mujhe har 5 din bad Rs 300 wala card dalvana parta hai .
to kya kisi bhai ko koi aisa tareeka ya tip maloom hai jis se paise katne se bacayan . agar kisi bhai ko maloom hai to barahe karam zaroor share kare
main aap ko ta hiat dunyan doon ga .
ALLAH AAP SAB KO KUSH RAKHE {AMIN}
SYED GHAFFAR SHAH.