Fasih kay anay say jo jati hay toohbaray peh ronik
samijtay hain keh Real_Light ka haal acha hay.
yeh smile to app jasay doostoon ko hasanay kay leay hain. werna Mulk ke halaat dekh ker to bohat dukh hota hay. aur jaysa keh yeh article hay. hum apnay door e hazir kay hukmaranoon ka mowazana kisi Nabi a.s. say nahi ker rahay hain. bilkeh yeh mowazana Quaid e azam say hay. aik wo thay jo her aik baat per dhiaan datay thay aur aik yeh hain Khuda ki panaah.
kita qum ka sermia yeh loog herp ker chookay hain. Allah tala ais ko apnay hifzo amaan maen rakhay. Elahi aameen
Bookmarks