Asslamo Alaikum to all
Jis thread main jab koi post ki jati ya jis thread ko ap ne start kia hota hai is se pelay to us thread per ik sign tick mark sa samnay aa jata tha mgr aaj kal pata nahi chalta keh kis thread main ap ki post hai ya nahi.
Ap please zara check to kerain, wese agr ap ne ye option band ker di hai to meri ye tajveez hai keh pehlay wala tariqa theek tha.
Allah Hafiz
Bookmarks