aakash k taroon main khoya hai jahan sara
lagta hy payara ek ek tara
in taroon main sabsy pyara hai ek sitara
jo is wakt parh raha hy sms hamara
aakash k taroon main khoya hai jahan sara
lagta hy payara ek ek tara
in taroon main sabsy pyara hai ek sitara
jo is wakt parh raha hy sms hamara
Jahan Main Logo Ko Saharay Bhi Miljatay Hain Kuch Log Zindage Say Pyar Bhi Miljatay Hain
MARA MAIN JUTT HAN
nice sharing zaberdast
Hosle dil mein me jab machlte hai,Kuch naye raaste niklte hain.. Dost ban gaye aap jab se,Gam dur khade haath malte hain...!!
"faizan's"
merye dosat main bohat pereshan NAHIN HOON pleas mujhye abhi PHONE MUT KARNA.
bichar ke phir milangay yaqeen kitna tha
woh ik khawab tha lekin haseen kitna tha
mere zawal se pehley woh mujhey chor gaya
haseen to tha hi zaheen kitna tha
phool ban ke muskarana zindgi hai
muskra ke ghum bhulana zindgi hai
agar teri ruswayi manzoor ho jaye
sanam to bewafa kye naam sye mashoor ho jaye
baroz e mehshar sawal hon gay
husn walay kharab hon gay
bewafa bhi shumar hon gay
pehli saff main janab hoon gay
bewajah kisi ko sataya nahin kertay
had se ziyada kisi ko rulaya nahin kertay
jin ki sansain chalti hoon aap ke sms se
unhain apney sms ke liye tarpaya nahin kertay.
kash dil ki yeh hasrat puri ho jaye
aap hammain miss call karrain woh recieve ho jaye
sub kuch bhool ker ik doojay se karrain batain
hosh tab aaye jab balance khattam ho jaye
kya baat hai bhai buhat achi collection hai
kya mai bih kuch share kar skta hooon
thnx for nice collection
Nice
Nicee
Bookmarks