Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 25 to 34 of 34

Thread: imam razi per shytan ka hamla

  1. #25
    Join Date
    04 Jan 2008
    Location
    The Dream World
    Age
    34
    Posts
    274
    Threads
    23
    Credits
    940
    Thanked: 1

    Default

    Quote sydsara said: View Post
    very nice sharing.........ik baat kehna chahugi me apse apne ye thread post ki hai r apki ik thread r b hai kia hamare lye Allah kafi nhi?usme apne kaha hai Allah k swa ksi se madad nhi mangni chahie is waqie me to saaf saaf likha hai k bht bare aalim the wo r unki allah tala ki aata se unk peer o murshid ne madad ki......... is se to saaf zahir horha hai k Oliya ullah Allah tala ki aata se madad krne pr qadir hai r unhe Allah tala ne ye quwat di hai k un pr apne mureed ka haal b munkashif hota hai.........
    plz dont mind mri is baat ko thande dimag se sochiega...fasihudin bhai
    ap wakeya ko samjhi nahi hain Madad ALLAH tala nay ki hay
    Wali ALLAH nay nahi
    ALLAH tala nay Un k sheakh ko un k samney kar dia is sey kahin sey bhi ye sabit nahi hota k Wali ALLAH nay madad ki madad to ALLAH nay hi ki wo zariya baney


    ======================
    مبارک مجھے میری ویرانیاں ہیں
    =======================




    =======================




  2. #26
    Gulshan e attar is offline Senior Member+
    Last Online
    12th July 2010 @ 03:04 AM
    Join Date
    30 Dec 2007
    Posts
    793
    Threads
    219
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    bhai wasila allah k wali hi the.......mne ye kaha hai k Allah azavajal ki aatta se usk wali madad krte hen.ok.......mre khayal se aap samajh gae honge.

  3. #27
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Shan Aslam said: View Post
    janab fasih sahib main nein sister sara or aap dono ki thread parhi hai .or main yeh nahi chahta k yehan par bhi debate ho .is liye koi daleel nahi pesh karonga ga.bus main yehi kehna chahta hoon k aap sister sara ko yeh bhi keh sakte the k humara aqeedah aap se mukhtalaef hai .itna lambha chora article likhne ki kia zaroorat thi .aap nein is article mein yeh kaha hai k kis Allah k Wali nein yeh kaha k mere marney k baad meri qabar par ana.to janab agr main is ka jawab doon ga to zahir hai k is post mein bhi meri aap logo se debate shro ho jaye gi.jo k rules k khilaf ho gi .is liye main aap se yeh kehna chahta hoon k aap article likhna chahte ho to likho MAIN NEIN AAP KO MANA Nahi kiya hai .par hamare aqeeday ko galat na kaho .kiun k is tarha hum bhi aap k khilaf likhna shoro kar dein gain.Or I.T dunya ka mahool kharab ho jaye ga.or phir se hume wo warnings milna shoro ho jayein gi.Or main nahi chahta k meri phir aap logo se debate ho.Umeed hai k aap meri baat ko smajh gaye ho gaye.

    chalo aisa he hai k mujhe parhaa rahe ho ke kya karna hai aur kya nahi to aise hee sahee and jald debates section open ho jaaye gaa.
    sab baten kar lee jaen gee.....
    so abhi is thread mein koi bhi baat nahi kare.....theek hai....jisey jo bat karna hai debates section mein....

  4. #28
    Join Date
    04 Jan 2008
    Location
    The Dream World
    Age
    34
    Posts
    274
    Threads
    23
    Credits
    940
    Thanked: 1

    Default

    Quote sydsara said: View Post
    bhai wasila allah k wali hi the.......mne ye kaha hai k Allah azavajal ki aatta se usk wali madad krte hen.ok.......mre khayal se aap samajh gae honge.
    ALLAH ki ata sey madad kartey hain ye ap nay bari ajeeb baat ki
    ap nay meri post ko goor sey nahi parha tha may nay ye kaha tha k madad ALLAH nay ki hay or waseela un k sheakh ko banaya hay
    agar ALLAH k wali madad kartey hotey to Hazrat ALI ra ko jab shaheed kia ja raha tha wo apni madad khud kar letey
    Hazrat Usman k ghar ko jab ghaira dia gaya tha to Hazrat Usman khud apni madad ap k tehat pani hasil kar letey
    ap logon ko feed kia jata hay wo hi ap yahan akar hamey suna na shuru kar detey hain please get some knowledge of quran and sunnah

  5. #29
    Gulshan e attar is offline Senior Member+
    Last Online
    12th July 2010 @ 03:04 AM
    Join Date
    30 Dec 2007
    Posts
    793
    Threads
    219
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    Quote fasih ud din said: View Post
    ....jabke koi buzurg jab is dunya se us dunya mein jataa hai...

    Beshakk uskaa naam baqi rehta hai and ye baat mera eeman hai.

    HAZRAT KHUWAJA MUEEN SHISTI (RA) BAHAUD DIN (RA) AND jitne bhi hain....main manta hoon ke wo nek log they buzurg they ALLAH ke sachey wali they.....magar ab ye akhaz kar lena ke unki qabar per jaa akr unse madad mangi jaaye and wo ALLAH ke hukam se madad akren yehi amslaa aur ikhtelaaf hai....

    wo fot hone ke baad ki baad aap kar rahe hain and is waqeya mein buzurg fot nahi howe they.....
    @ fasih
    aap ka matlab koi zee rooh, marnay kay baad kisi ki madad nahi kar sakta. apni zindagi main kar sakta hay,,,,,,,,




    Shab-e-Meraj ki raat, jab Umat-e-MUhammadi per Namaz Faraz hui, tu un ki taadaad, 50 thee. Hazrat Musa nay Nabi Sallaho Alaeh wasalam say farmaya, kay aap ki umat kay liay mushkil ho ga 50 namazen parhana, aap wapis jaen, or namaz ki tadad main kami ki darkhwast karen.
    issi terhaan kartay kartay namazen sirf 5 reh gaen

    mera sawal yeh hay,
    KAYA HAZRAT MUSA ALAEH-E-SALAM NAY APNI WAFAT-E-ZAHIRI KAY BAAD, UMAT-E-MUHAMMADI KI MADAD NAHI FARMAI?

    AAP KA EMMAAAN IS HELP KAY BARAY MAIN KAYA KEHTA HAY?

  6. #30
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    jazakallah

  7. #31
    Gulshan e attar is offline Senior Member+
    Last Online
    12th July 2010 @ 03:04 AM
    Join Date
    30 Dec 2007
    Posts
    793
    Threads
    219
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    @Truthfinder
    i am talking to Threadstater,
    kaheen aap nay iss thread main DEBATE karna to shuroo nahi kardi?


    aap apna elehda thread start kar lain , issi topic per aap ko bhee jawab mil jaey ga.

  8. #32
    Join Date
    04 Jan 2008
    Location
    The Dream World
    Age
    34
    Posts
    274
    Threads
    23
    Credits
    940
    Thanked: 1

    Default

    Quote sydsara said: View Post
    @Truthfinder
    i am talking to Threadstater,
    kaheen aap nay iss thread main DEBATE karna to shuroo nahi kardi?


    aap apna elehda thread start kar lain , issi topic per aap ko bhee jawab mil jaey ga.
    shayad ap meri baton ko face nahi karna chahtin
    may debate nahi kar raha ap ko jo ashkal is thread par hain un k jawbat deney ki koshish kar raha hon
    Shab-e-Meraj ki raat, jab Umat-e-MUhammadi per Namaz Faraz hui, tu un ki taadaad, 50 thee. Hazrat Musa nay Nabi Sallaho Alaeh wasalam say farmaya, kay aap ki umat kay liay mushkil ho ga 50 namazen parhana, aap wapis jaen, or namaz ki tadad main kami ki darkhwast karen.
    issi terhaan kartay kartay namazen sirf 5 reh gaen

    mera sawal yeh hay,
    KAYA HAZRAT MUSA ALAEH-E-SALAM NAY APNI WAFAT-E-ZAHIRI KAY BAAD, UMAT-E-MUHAMMADI KI MADAD NAHI FARMAI?

    AAP KA EMMAAAN IS HELP KAY BARAY MAIN KAYA KEHTA HAY?
    is k barey may ap ye concept parh lain apko ap k sawal ka jawab mil jaye ga

  9. #33
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Thanked
    0

    Default

    janab truthfinder sahib abh lagta hai k baat had se bar gai hai is liye main ijazat le kar inshallah is mein post karonga .fasih to man gaya tha lekin aap nahi maney itni jaldi kis baat ki hai debate section open ho lene do.phir baat karte hai .abhi main management se ya kisi modarotor se poch kar yeha apni post karonga.Inshallah

  10. #34
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Exclamation

    sab ko bata rahaa hoon ke jis ne bhi is mozoo per BEHES karni hai jab DEBATES SECTION OPEN hogaa to kare.....aur is thread mein bhi aisa hona shroo ho gayaa aur DEBATES ke ilawa ye allow hai he nahi isee liye filhaal main apne hee THREAD ko CLOSE akr rahaa hoon.

    INSHALLAH TAA'LA DEBATES SECTION mein sabb kaam kiye jaaen ge.


Page 3 of 3 FirstFirst 123

Similar Threads

  1. Shytan Kay Bhai
    By Doctor in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 12
    Last Post: 22nd April 2013, 08:32 AM
  2. Hazrat Imam Razi ( Remahullah Alaeh ) per Hamla ...
    By oioioioioi in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 1
    Last Post: 12th November 2009, 05:53 PM
  3. imam yousaf(ra), imam azam abu haneefa(ra) ki darasgah mien
    By i love sahabah in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 0
    Last Post: 7th August 2009, 06:47 PM
  4. Hazrat Imam Husain Razi Allahtala Anha
    By rafi_0300 in forum Islam
    Replies: 9
    Last Post: 4th September 2008, 12:31 PM
  5. Razi Ud Din Razi Ki Nai Book.
    By muzafarmohsin in forum Baat cheet
    Replies: 5
    Last Post: 18th January 2007, 10:45 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •