Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 14

Thread: wafaat-e-maseeh ibn-e-mariyam

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default wafaat-e-maseeh ibn-e-mariyam

    maseeh ibn-e-mariyan ki wafaat ho chuki hai,jesa k surah al-imran aayat 145 me farmaya.
    plz ise delete ya move na kijiye ga,kyon k yeh kise cheez ka hal nahin.
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    Assalam-o-Alaikum

  3. #3
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    wa allaikum assalam

  4. #4
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    hmm

  5. #5
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    maseeh ibn-e-mariyan ki wafaat ho chuki hai,jesa k surah al-imran aayat 145 me farmaya
    tahir jatt sahib es topic pe muslims ne jo posts ki hain zara un ka jawab dain.
    chek this topic
    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=29463

    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=29464

  6. #6
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    jo aap ne masih k aane ki nishaniyan batain,wo darsal ab bhi kam hain,is me dajaal aur dajjal ki nishaniyan bhi add kardi jiye ga,
    dusri baat paishgoyi k lfzi mane me pura hona lazmi nahin hota bal k agar us ka matlab samjhain tou he haqeeqat samne aati hai.
    jesa k aik nishani k masih kasr-e-saleeb karain gay.kya aqal ye baaat tasleem karti hai k masih aye aur talwar le k her ghar me ja k saleeb torta phire kuch andaza hai aapko k is waqt kitni saleebain hongi...
    bal k agar maarfat se aur saaf dil se dekhain tou is ka matlab ye banta hai k masihi aqaid ko torai gay,unhe zayel karengay, aur un k aqaid ki qamar tor daingay,
    aur ye kam hazrat masihe maood ne kar dikhaya aurun k sawaloon k jawab diye aur un k munh band karwadiye air yahan tak k eesaee ahmadiyon se ab mazhab k bare me baaat karne se darte hain aur bar ha un k padriyon ne taslim kiya k ahmadiyon ne hamare wo irade k hum puri duniya ko eeesyeat ki lapait me lay laingay sub khatam kar diye....
    aur muslim ullama bhi ye taslim karte rahe k hazrat masih-e-maood ne manazre kiye aur un k munh band kar diye...
    kahaingay tou us ki recording bhi paish kardunga...
    jese jese waqt mile ga aapko in nishaniyo k bare me tafseelan bataon ga...
    aur agar aap khud bhi khulus-e-dil se in pe ghor karaingay tou zurur samajh jayengay...

  7. #7
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Talking

    Quote Tahir Jatt said: View Post

    [SIZE=4][B]ha ha haaaaaa.....kya kehne.....itnaa jhoot...itni makkari o ayaari o fankaari.
    ye lo mere 1 thread ka link.....trial samajh kar parh lo warnafull movies chalana shroo kar deen to bhag jao ge...
    is thread mein apne mirze ki books se FAZOOL peshgoiaan parho aur dekho ke kese ALLAH ne usey 1 gher mulsim EESAYI ke samne zaleel kar diaaa..... link de rahaa hoon....agar himmat hai to jawab do.

    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=20737

  8. #8
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims
    aur ye kam hazrat masihe maood ne kar dikhaya aurun k sawaloon k jawab diye aur un k munh band karwadiye air yahan tak k eesaee ahmadiyon se ab mazhab k bare me baaat karne se darte hain aur bar ha un k padriyon ne taslim kiya k ahmadiyon ne hamare wo irade k hum puri duniya ko eeesyeat ki lapait me lay laingay sub khatam kar diye....
    tahir sahib mirzy ne kis k munh band kerny thy.
    aaj tak to mirza ksi bhi aalim k samny naien aya aor na koi mirzy ka jansheen aya.
    mirzy ne MOLANA SANA ULLAH sahib ki mout ki peshan goi ki aor kaha k jo jhuta ho usy mout de.
    aor khud MOLANA SANA ULLAH sahib se pehly marr gya.
    es ka hawala bhi pesh ker dya jaye ga.
    aor baat kerny se koun darta hay ye es forum pe sab dekh rahy hain.
    aap qadyani mirzy ko sirf shreef insan sabit nien ker sakty nabi ya masseh kya sabit karin ge.

    hazrat eesa(AS) k bary mien jo nishanian hain wo hum ALHAMDO LILLAH aap se zayad ajanty hain.
    aap k dr jahanzeb ne jo hawaly dye un ki haqeeqat to mein ne bata di ab zara aap bhi hawaly dain.

  9. #9
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote i love sahabah said: View Post

    aap ne puchha hai k mirze ne kis k muunh band kiye, mein nahin kehta apne ullama ka kehna maan lijiyega.is link ko khol lijiye ga.

    http://www.youtube.com/watch?v=CWAwvmC42rE

    aur jis topic pe dil kare baat karain,lekin jab aik topic pura hojaye tou doosre pe na ayya karain.
    1 sawal puchh k forun dusra sawal na pucch liya karain.aur agar samajh ajaye tou iqrar karne me gunah nahin hai.
    Last edited by Tahir Jatt; 21st October 2008 at 12:37 AM.

  10. #10
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    zia bhai shukar hai aap is baat ko tou man gaye,
    dusri baat ye bhai is thread ka naam he wafaat-e-masih ibn-e-mariyam rakha hai.aap zara sabit tou kar daingay quran se hazrat eesa ka jaana aur aana,aur un ka zinda hona,
    sara jhagra isi baat ka tou hai,agar ye hojaye tou masla he hal hojaye...
    aik baat ka khas khayal rakhiyega,aik waqt me 1 ya 2 aayaat paish kijiye ga,kyon k puri book kholaingay tou kisi aayat pe sahi toor pe baat na ho payegi...haan apne pas mehfooz rakhain r bari bari baaat karte aayen,,,aur agr baat samajh ajaye tou diyanat dari se maan bhi lijiyega...
    jazakumullah

  11. #11
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    fasih bhai baat masih-e-maood ki nishaniyon pe horahi thi,
    aik baat ko pura kar liya karain...ta k kuch kisi ko samajh bhi aye...
    aur jitni aap k pass videos hain us se kahin ziyada meray pas maujood hain...agra maidan se hum ne bhagna hota tou hume tabligh karne se roka na jata,lekin jab lajawab hote hain tou majbooran pabandiyan lagani parti hain...

    hamesha aik he rat hoti hai inhe rokain,in ki tabligh ko rokain.bhae aap bhi karain hum bhi tabligh karte hain.jis ka dil kare hume mane,aur jo aap se mutmain ho wo aap ko mane...
    is liye ye bataain karni k videos kholoon bhag jao gay....
    aisi baatain tou koi bhi kar sakta hai,,

  12. #12
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Tahir Jatt said: View Post
    fasih bhai baat masih-e-maood ki nishaniyon pe horahi thi,
    aik baat ko pura kar liya karain...ta k kuch kisi ko samajh bhi aye...
    aur jitni aap k pass videos hain us se kahin ziyada meray pas maujood hain...agra maidan se hum ne bhagna hota tou hume tabligh karne se roka na jata,lekin jab lajawab hote hain tou majbooran pabandiyan lagani parti hain...

    hamesha aik he rat hoti hai inhe rokain,in ki tabligh ko rokain.bhae aap bhi karain hum bhi tabligh karte hain.jis ka dil kare hume mane,aur jo aap se mutmain ho wo aap ko mane...
    is liye ye bataain karni k videos kholoon bhag jao gay....
    aisi baatain tou koi bhi kar sakta hai,,

    maine bhi uskee jhooti peshdoiyaan hee batane keliye thread link diaa...bec wo kehta thaa ke main sacha hoon aur agar main sacha na howa to meri nishanian ghalat ho jaen gee aur eesayi munazir aatham mar jaaye gaa etc etc.....maine bhi topic se hatt kar koi bat nahi kee...
    aur jahan takk bat hai hazrat eesa (a.h) ki hayaat ki to wo agar aap baqi threads per ghor se dekhte rahen to kayee jaghon per quran o hadees se sabit ke ja chuki hai.
    aur tableegh wo hoti hai jis mein islami aqaid se koi opposite aqeeda na paaya jaaye....ab koi sikh uth ka kahe ke hum bhi logon ko dawat de rahe hain aur tableegh akr rahe hain to sari dunya ke musalman usey gapp he manen ge aur us per lanat her bhejen ge bec wo sikh hain....same mirzaai beshakk khud ko muslim kahen jab tak wo khatm e nubuwat per kamil eeman aur imam mehdi o hazrat eesa ko 2 alag alag shakhsiaat na manen ge , musalmaan nahi ho saken ge...aur ye main aapki trah gapp nahi mar rahaa balkey quran o hadees ki baten bataa rahaa hoon.........

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Ahadees Mein Maseeh A.S & Imam Mehdi Ka Hulya
    By Fasih ud Din in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 7
    Last Post: 10th March 2015, 01:27 PM
  2. jhoota maseeha! maseeh al-Dajjal!
    By Ahmed1rfan in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 25
    Last Post: 14th August 2009, 10:21 PM
  3. alamaty maseeh ka ajmali naqsha
    By faisalmeraj in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 3
    Last Post: 2nd June 2009, 03:28 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •