Page 3 of 9 FirstFirst 123456 ... LastLast
Results 25 to 36 of 97

Thread: -= Islam Ahamdiyyat =-

  1. #25
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    chalain aap Tarteeb se sawaalaat k jawaab dain..Baari baari
    Education is Our Passport To The Future...

  2. #26
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    ILS sahib aap nai kaafi tafseel sai post ki aur apnay dalail diye ..!!

    aap nai word Khatam-un-Nabiyeen to 5 tareeqon sai pesh kia hai

    1. Arbi lugat kai mutabiq ( Jiss sai aap nai yeh bataya kai khatam kai mns sabnai akhiri liye hein yani akhiri nabi kai nabooat ko khatam karnay wala)

    2. phir aap nai khatam ko Quran kai mutabiq samjhaya ( kai khatam kai mns stamp kai yani mohar kai hein)

    3. phir aap nai la nabi baadi ki hadees pesh ki aur uss ka tarjama bataya

    4 phir aap nai Sahaba Ikram kai nazdeeq Khatam kai mns ko bataya

    5. phir aap nai ahadees kai zarye bataya khatam-un- nabyeen ka matlab .


    Matlab mujhe bhi 5 ways sai samjhna paraye ga ... abb aap kai pass to yeh sab JPG file ki soorat mein mojood tah but unfortunately meray pass nahi hai abb is ka hal yeh hai kai 5 points mein sai har point ko ek ek kar kai discuss kia jaye ...!!

  3. #27
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Sab sai pehlai lugat kai mutabiq khatam-un-nabiyeen ka word dekh letay hein ..!!

    khatam-un-nabiyeen mein 2 words hein ek khatim ek nabyeen yahni nabi ki jama ..!! yhan nabion ko khatam karnay wala ya akhiri nabi ..!!

    Akhri nabi wala tarjama agar utha kai dekha jaye to is sai yeh pata chalta hai kai aap saw kai baad koi aur nabi nahi aa sakta yani aap ki nabooat kai baad koi nabooat nahi aa sakti ..!! laikin aap logon ka aqida hai kai Hazrat issai jO zinda hein asman pai woh abhi tashreef layein gay ..!! matlab nabi to aa sakta hai ... laikain aap kai tarjamay kai mutabiq hazoor saw akhiri nabi hein ..!!

    Masla asal mein khatma-e-nabooat ka nahi asal masla hai wafate massih ka .. aap log bhi ek nabi ka intizar kar rahay ho aap kai mutabiq israili massih Hazar Issa AS hein .... aur hum kehtay hein masih nabi ullah aa chukai heein aur woh Hazarat Mirza Ghulam Ahmaed Qadiani AS hein ... nabi nai to ana hai woh aap ka ho ya humara ...!! Kion kai hazoor Saw ki peshangoi hai kai islam ko taraqi dainai kailiye massih nabi ullah aye ga ...!!

  4. #28
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    abb baat yeh hoi kai nabi nai to ana hai matlab yeh kai nabi ki zarorat to is dunya ko hai but Allah nai nabOoat kai rastay band kar diye hein ..!! yani hazoor saw ko akhrir nabi kar kai ..!!!

    abb aap mein sai buhat sai bhai yeh kahein gay haan nabi to aa sakta hai laikin purana nabi ... naya nabi nahi aa sakta .. hazrat issa ki nabOoat purani hai wOh aa saktay hein laikain naye nabOoat kisi ko nahi mil sakti ...!!!

    to meray bhai akhiri word ka yehi matlab nai kai sab sai last ... abb aap yeh bataO kai akhiri kOn hOta hai jO pehlai paida hwa ya phelai fot hO gaya ... hazoor saw beshak baad mein peda hoi hazrat issa kai laikin aap kai aqida kai mutabiq hazoor saw pehlai fot hO gye aur hazrat issa abhi zinda hein ...!!
    to akhiri nabi kOn hwa ..!! hazrat issa ya hazoor saw

  5. #29
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aur waisay bhi akhiri mein aanay mein koi fazilat nahi hai ... !! Allah taala nai Hazoor SAW ko quran mein itni dafa Khatamunnabyeen keh kai pukara hai quran parh kar yehi ehsas hota hai kai kisi khitab sai nawaz hai aur khitab kisi achee baat pai hi diya jata hai .. aab aap nai nabOoat khatam kar di jo Allah tala ka ek buhat inaam hai ..!! to iss mein fazilat kahan ki ek Allah kai inam ko khatam kar diya ... aur waisay bhi agar akhiri mein annay mein ki fazilat hoti to aap logon kai aqiday kai mutabiq to Hazrat Issa kahir hein to nazobillah kia wOh hazrat Muhmamad Mustafa SAW sai zada afzal ho gye ....!! Hazrat ibrahim ko Hazoor SAW kai baad sab sai bara rutbahai ambia mein laikin woh to buhat phelai paida hoi thee ... abb dunya kai akhir mein jo insan sab sai akhii paida ho ga kia uss ko sab pai fazilat dai di jaye gi ... to aisa nahi hai Akhiri hOnay mein koi fazilat nahi ...


    to insan tarjama wOh karay jiss sai ek acha phelo nikal kai samnay aye ..!! aap kaho to akhiri nabi hazoor saw ko aur mano yeh kai akhiri nabi hazrat issa ko yeh to sarar tazad hai ..!!

    aur akhir mein simple si ek baat kehta chalO kai aap log yeh kahO gay kai nabi ki baat to hai hi nahi nabooat ki baat hai to meray bhai quran mein word aya hai Khatam-un-nabiyeen aap kai mutabiq khatam kai mns Akhiri or nabiyeen kai mns nabi ki jama kai sab sai akhiri nabi ..!! to yeh bata calOn kai nabOoat ka zikar nahi ambia ka zikar hai ..!!

    Yeh to tah aap kai phelai mana pai behas ... inshalah agli baat jiss pai mein likhOn ga wOh aap kai mutabiq doosray mns jo khatamunabyeen ka hai yani NABION KO KHATAM KARNAY WALA ...!!

    agar iss baat pai kisi ko kuhc pooochna hai to plzz pooch lai ..!!

  6. #30
    Join Date
    17 Jul 2008
    Location
    Khatm-e-Nabuwwat
    Posts
    875
    Threads
    169
    Credits
    955
    Thanked
    33

    Default

    meer balaj jee acha huwa aap milgaye yaha ahmadiyyat k bohat mukhalif hay ap ap milgaye to may app say ahmadiyyta k mutaliq sahe sawalt poch sakunga.
    or agar ap nay sahe jawabat day diye to haq baat ko kabool karnay may dayr nahe karna cahihaye.
    mera pehla swal yeh h k kisi ko galyan dena kesa hay matlab kisi ko harami kehdena ye orto(ladies) ki sharam gah kehna (mazrat k saath) zahir hay bohat buri baat hay.
    likin may ap say is laye pich raha hun k yaha yeh log kehtay hay k ahmedi bohat galyan detay hay.
    to ap khud farmadayn k galyan dena kesa hay.

  7. #31
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Question

    Quote Meer Balaj said: View Post
    Sab sai pehlai lugat kai mutabiq khatam-un-nabiyeen ka word dekh letay hein ..!!

    khatam-un-nabiyeen mein 2 words hein ek khatim ek nabyeen yahni nabi ki jama ..!! yhan nabion ko khatam karnay wala ya akhiri nabi ..!!

    Akhri nabi wala tarjama agar utha kai dekha jaye to is sai yeh pata chalta hai kai aap saw kai baad koi aur nabi nahi aa sakta yani aap ki nabooat kai baad koi nabooat nahi aa sakti ..!! laikin aap logon ka aqida hai kai Hazrat issai jO zinda hein asman pai woh abhi tashreef layein gay ..!! matlab nabi to aa sakta hai ... laikain aap kai tarjamay kai mutabiq hazoor saw akhiri nabi hein ..!!

    Masla asal mein khatma-e-nabooat ka nahi asal masla hai wafate massih ka .. aap log bhi ek nabi ka intizar kar rahay ho aap kai mutabiq israili massih Hazar Issa AS hein .... aur hum kehtay hein masih nabi ullah aa chukai heein aur woh Hazarat Mirza Ghulam Ahmaed Qadiani AS hein ... nabi nai to ana hai woh aap ka ho ya humara ...!! Kion kai hazoor Saw ki peshangoi hai kai islam ko taraqi dainai kailiye massih nabi ullah aye ga ...!!
    Quote Meer Balaj said: View Post
    abb baat yeh hoi kai nabi nai to ana hai matlab yeh kai nabi ki zarorat to is dunya ko hai but Allah nai nabOoat kai rastay band kar diye hein ..!! yani hazoor saw ko akhrir nabi kar kai ..!!!

    abb aap mein sai buhat sai bhai yeh kahein gay haan nabi to aa sakta hai laikin purana nabi ... naya nabi nahi aa sakta .. hazrat issa ki nabOoat purani hai wOh aa saktay hein laikain naye nabOoat kisi ko nahi mil sakti ...!!!

    to meray bhai akhiri word ka yehi matlab nai kai sab sai last ... abb aap yeh bataO kai akhiri kOn hOta hai jO pehlai paida hwa ya phelai fot hO gaya ... hazoor saw beshak baad mein peda hoi hazrat issa kai laikin aap kai aqida kai mutabiq hazoor saw pehlai fot hO gye aur hazrat issa abhi zinda hein ...!!
    to akhiri nabi kOn hwa ..!! hazrat issa ya hazoor saw
    استغفراللہ العظیم
    بے بنیًاد باتیں ، اور لوگوں کو بھول بھلًیاں میں چکًر لگوانے کی ناکام کوشش۔ یقیناّ آپ کو اُنھوں نے اسی انداز میں ہیپناٹائز کیا ہے۔

    ? بات سنیں ۔ کیا ہم اتنے پاگل ہیں کہ اس ریاضی کے کھیل میں آ جاویں گے

    کیا ہم نے خاتم النبیًیں کی تفسیر بااجماع تمام مسلمانوں کے غلط کی ہے ?۔ اور صرف وہ ایک خاندان اس مطلب کو صحیح سمجھا ہے

    تو سنیں ۔۔۔ آخری وہی ہو گا جو بعد میں ظہور پزیر ہوا ہو گا۔ ہمارے نبی کریم (صلًی اللہ علیہ وسًلم) کیا حضرت عیسیٰ علیہ سلام کے بعد دنیا میں نہیں آئے





    اور یہ بھی جان لیںکہ ہم مسلمان حضرت عیسیٰ علیہ سلام کو اس طرح قیامت کے قریب آنے والا سمجھتے ہیں کہ وہ پیروی ہمارے نبی کریم (صلًی اللہ علیہ وسًلم) کی ہی کریں گے۔نئی وحی ، نئی شریعت ، کا اہتمام نہیں کریں گے وہ ظاہر تو پہلے کے ہو چکے ہیں نا ۔?۔۔ یہ ہے اُس اعتراض کا جواب جو آپ نے کیا کہ ہمارے نبی کریم (صلًی اللہ علیہ وسًلم) آخری کیسے ہوئے۔ یہ جا کر مرزا طاہر کو بتا دیجیئے کیونکہ میں نے اُسے ایم-ٹی-وی پہ لوگوں کو اسی طرح گمراہ کرتے دیکھا ہوا ہے اور آپکو بھی اُسکے انھی دلائل نے گمراہ کیا ہے۔




    آپ سے حضرت عیسیٰ علیہ سلام کا کس نے پوچھا تھا

    اسی طرح آپ بات گھما جاتے ہیں ، پہلے اس آیت کا جواب دیں جو پوچھی گئی ہے بعد میں حضرت عیسیٰ علیہ سلام کی بات بھی ہو گی۔
    میں بھی حیران ہوں کہ آپ اُڈاری مار کے حضرت عیسیٰ علیہ سلام تک کیوں پہنچ جاتے ہیں سب احمدی

    سہارا لیتے ہیں حضرت عیسیٰ علیہ سلام کا، کیا تعلًق مرزا کا اُن سے
    کیا وہ عیسیٰ بن کے آیا

    اگر نہیں تو اس بات پر کیوں مصر ہیں کہ مسئلہ حضرت عیسیٰ علیہ سلام کا ہے ۔ بس اپنی بات کریں

    بات پھر گھما دی اب دوبارہ پوچھ رہا ہوں۔۔۔

    ================================================== ========================================
    کیا ہمارے نبی کریم (صلًی اللہ علیہ وسًلم) کو خاتم النبیًین مان لینے کے بعد کسی قسم کے نبی کا نبًوت کا دعویٰ صحیح ہو گا یا آپ اگر خاتم النبیًین نبی کریم (صلًی اللہ علیہ وسًلم) کو مانتے ہیں تو مرزا نبی یا رسول کیسے ہو گیا

    قرآن و حدیث سے حوالہ دیں

  8. #32
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims
    laikin aap logon ka aqida hai kai Hazrat issai jO zinda hein asman pai woh abhi tashreef layein gay ..!! matlab nabi to aa sakta hai ... laikain aap kai tarjamay kai mutabiq hazoor saw akhiri nabi hein ..!!
    janab meer sahib.
    mien ne jo psots ki hain un se kahan zahir hota hay k humara ye aqeeda hay k hazoor (SAW) MAAZALLAH akhri nabi nien?
    mera khayal hay k aap ne posts ko ghour se perha hi nien.
    hazrt eesa(AS) ayen ge lakin un k any se khatamun nabyeen pe koi farq nien perta ye aik elehda topic hay.
    yahan sirf khatm-e-nabuwwat pe baat ho rahi hay.

    nabi nai to ana hai woh aap ka ho ya humara ...!! Kion kai hazoor Saw ki peshangoi hai kai islam ko taraqi dainai kailiye massih nabi ullah aye ga ...!
    janab hazrat eesa (AS) jab ayen ge to un k bary mien HAZOOR (saw) BATA GYE HAIN.
    ab aap ka mirza nabi kyse bana.
    sawal to yahan wo hi banta hay jo ZIA bahi topic k start se ker rahy hain lakin aap jawab hi nein de rahy.
    haan ye baat hay k aap k pass asal mein jawab hi nein.
    agar jawab hay to os sawal ka jawab dain jo ZIA bahi ne poucha hay.

  9. #33
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Exclamation

    aur maine bhi mirze ki book ka 1 page post kiaa jis mein mirzaa kitnee sharamnaak baten kar rahaa hai ke main MAAN ke PAIT se apni JURWAAN behn ke baad niklaa.

    aur main apne waldein ki khatam ul aulaad thaa.
    yahan mirza ne bhi KHATAM ka matlab khatam END karne walaa hee liaaa.

    and hazrat eesa (a.h) ke wapisi ka jawab zia bhai and ILS bhai de chuek hain ke wo 1 aam ummati ki hesiut se aaen ge ab nabi ki hesiut se nahi aaen ge.

    aur imam mehdi hazrat eesa (a.h) se mil kar jihad karen ge aapke mirze ne sewaye gandee galiaan likhne aur gandey kam karne ke elawa aur logon ko murtadd banane ke sewaa koi theek kam bhi nahi kiaaa aur hamra saaf aqeeda hai ke jo mirze ko NABI mane , ya ZILLI , BROOZI , TASHREEHI YA GHER TASHREEHI yaa phir EESA and IMAM MEHDI mane , wo kafir hai.

    dalaeyl se baat karen aur matlab ki baat karen,,,,
    useless auguments na dein.

  10. #34
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    janab meer sahib.
    mien ne jo psots ki hain un se kahan zahir hota hay k humara ye aqeeda hay k hazoor (SAW) MAAZALLAH akhri nabi nien?
    abb aap ka sathi yeh keh raha hay khudi to mein kia baat karOon ... matlab aap bhi mantay hein kai hazoor saw akhiri nabi nahi ..!!

    khatm-e-naboowat word hai kahan quran mein khatm-un-nabiyeen hai

    khatma-e-nabOat to aap logon ki tanzeem hai meray khyal sai ...!!!

  11. #35
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aap nai khatim word kai meaning hi bai bunyad kiye hein to mein kia kar sakta hOOn .... mein nai to jawab dai diya hai jawab aap do na kai bhai jab aap kai mutabiq hazoor saw akhiri nabi to hazrat issa kahan sai un kai baad ayein gay ...???

  12. #36
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Meer Balaj said: View Post
    abb aap ka sathi yeh keh raha hay khudi to mein kia baat karOon ... matlab aap bhi mantay hein kai hazoor saw akhiri nabi nahi ..!!
    Ja K Dobaarah Parhain.. k unhon nay keya kaha hai?

    ye kaha hai unhon nay" mien ne jo psots ki hain un se kahan zahir hota hay k humara ye aqeeda hay k hazoor (SAW) MAAZALLAH akhri nabi nien? "

    yani aap ko """ Kahan" ka word nazar naheen aaya?

Page 3 of 9 FirstFirst 123456 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 5
    Last Post: 11th December 2010, 02:39 AM
  2. Replies: 2
    Last Post: 20th March 2010, 10:51 AM
  3. Replies: 2
    Last Post: 11th November 2009, 10:19 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •